![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 |
| hame hamesha ye bataya gaya hai k Allah logon ko un k eeemaan un k aqeeday k mutabiq ata karta hai hindu pooja paat buton ki kertay hain lekin dene wala Allah hi hai bus ye insaan hi hai jo chahe to Allah se barahe raast maangey ya us main shirk keray bus Insan ko samjh lena chahiye k yehi direct or indirect ka farq ko samajhna hi usay sahi raastay per chala sakta hai issi tarha chahey koi jaadoogar apnay aap ko kitna bhi azeem keh le us ka jaadoo uswaqt tk nahi chal sakta jab tk Allah na chahy ager koi jaadoogar ye kehta hai k us k jaadoo mai badi taqat hai to usay ye samaj lena chahiye k ye us ki taqat nahi balkay Allah ta'Ala ki taraf se milne wali choot hai or us ki grift roz e akhir zaroor ho gi mera ye yaqin hai k is puri kaainaat k koi haqeer zarra bhi Allah ta'Ala ki raza k baghair apni jaga se nahi hil sakta chahey koi jadoogar kitni bhi taqat lagaley | |
| | #2 | ||
| Quote:
---------- Post added at 07:25 PM ---------- Previous post was at 07:23 PM ---------- Quote:
| |||
| | #3 | |
| Quote:
Taweez main bhi asar hay.. Bhagwan ki poja karnay main bhi asar hay.. sab cheez main asar hay. because sab cheezain Allah kay haath main.... Aap agar jado main asar mano gay tu sab cheezon main asar manana paray ga... Agar nahi mano gay tu aap apni interpretation ko khud hei jhota sabit kar rahay ho. Aap ko Agar quran majeed ki ayat ko jhutla kar yeh kehna achha lag raha hay kay Jadoo main Allah nay taqat di hay.. tu theek hay aisay hei mano... Mujhay koi farq nahi parta ... But i am still waiting for the answers of above 17 questions.... | ||
![]() |
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |