View Single Post
Old 26-10-2009, 10:52 PM   #21
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post


Yeh baat aap Allah say pocho kay Allah nay kiyon kaha aisa... kay jadoo is k siwa kuch nahi sirf yehi kay yeh jadogar ka fareeb hay... Yeh quran main kaafi baar aya hay...
Is kay ilawa Allah nay yeh nahi bataya kay Allah kay nabi ko dhoka ho giya tha....
yeh tu aap khud say hei keh rahay ho ...
han na yeh Allah ny nahi kaha mein bhi nahi keh raha hn mein poch raha hn na ap sy agr wo dhokha tha tu kya Allah k nabi dhokha kha gye thy? kyoun k jado tu dhokha ha unhon ny jado kiya or jado sy wo strings Hazrat moosa ko snacks nazar any lag gye

Allah ny kaha ha jado dhokha ha han mein bhi manta hn jado dhokha ha or mein yeh bhi manta hn kyoun k Allah ny he yeh bhi kaha ha k agr allah chahy tu nuqsan ka hukam dy sakta ha

Allah ny kahin nahi kaha jado agar koi kary ga tu mein wski wajha sy kisi ka nuqsan nahi hony donga Allah ny kaha ha k agr Allah chahy tu nuqsan ka hukam dy sakta ha

or abhi apny iss ki apni interpretation nahi batai

Quote:
Surat Al Baqra Aeyat no 102

"Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' garz log insy aesa jado seekhty jis sy mian biwi mein judai dal dayn or Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy or kuch aesy (mantar) seekhty jo inko nuqsan he pohchty or kuch faida nahi or jis cheez k eewaaz unhon ny apni jaanon ko baich dala wo buri thi. kash wo iss bat ko janty

kya cheez thi jo mian biwi mein tafarqa dalti yeh kis k bare mein kaha gaya ha trick k bary mein ?

kaise mantr/jado/dhokhay thy jo unko nuqsan he ponchty thy faida nahi......
Ap ajkal khud sy interpretations kr rahy hain tu mein ny yeh janana ha k iss aeyat mein wo kya cheez ha jis sy mian biwi mein tafarqa dal deti ha...... jado trick ha ha wo tu ap k nazdeeq nahi kuch kerta kyoun k Allah ny ap sy shaid wada liya ha k mein jado ghar(dhokhay baz) agr jado(dhokha) kary ga tu mein kisi ki azmaesh k liye kisi ka nuqsan nahi hony doonga kyoun k mein ny nuqsan hony diya tu shaid phir jado ghar kamyab ho jye or jab keh mein ny kaha ha wo kamyab nahi hoga......?

Last edited by usman_latif_ch; 26-10-2009 at 11:14 PM.