BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/)
-   Islam (http://bzupages.com/16-islam/)
-   -   Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU (http://bzupages.com/f16/jadoogar-kay-jado-main-asar-ke-qaeleen-say-chand-sawalat-question-follower-jados-effect-urdu-6215/)

.BZU. 25-10-2009 06:34 AM

Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
4 Attachment(s)
Attachment 10596
Attachment 10598
Attachment 10597

Is book main sehar-jadoo-main-asar-manna-kufar-aur-shirk-he-written-dr-basheer-ahmed parhain tu saaf zahir ho raha hay kay jado main asar mannay walay Quran majeed ki kitni ayat ka inkaar kr raha hay.. agr nahi kar rahay tu yeh book parh kar wahan reply karain kay us book main konsi baat ghalat hay.
0000000000000000000000000000000000000000000000000
http://bzupages.com/upload/islam/jad...%20jadogar.gif
http://bzupages.com/upload/islam/jad...gar.gif002.gifhttp://bzupages.com/upload/islam/jad...gar.gif003.gifhttp://bzupages.com/upload/islam/jad...gar.gif004.gifhttp://bzupages.com/upload/islam/jad...gar.gif005.gif

-----------------------------------------------------------------:afriends2:
Attachment 10622



usman_latif_ch 25-10-2009 10:45 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 


Then...........

Initially i have just a question

Ap k mutabiq jado ek dhoka ha , yani nazar ka dhoka
i want to know insan k nazar kisi k jado kerny pr kaise dhoka khati ha...wo knsi taqat ha jis sy insan ki nazar dhokha khati ha..

2ndly

kya nabiyon ki nazar bhi dhokha kha jati ha...?(kisi jhooty makaar jado ghar k amal dhokhay sy)

.BZU. 25-10-2009 11:03 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13226)
Initially i have just a question

Ap k mutabiq jado ek dhoka ha , yani nazar ka dhoka
i want to know insan k nazar kisi k jado kerny pr kaise dhoka khati ha...wo knsi taqat ha jis sy insan ki nazar dhokha khati ha..

2ndly

kya nabiyon ki nazar bhi dhokha kha jati ha...?(kisi jhooty makaar jado ghar k amal dhokhay sy)



Yeh meri traf say nahi hay. Yeh Allah nay aur us kay rassol nay kaha hay...
Yeh parh lo...
http://bzupages.com/attachments/1059...662-firoon.jpg

Quote:

Ap k mutabiq jado ek dhoka ha , yani nazar ka dhoka
i want to know insan k nazar kisi k jado kerny pr kaise dhoka khati ha...wo knsi taqat ha jis sy insan ki nazar dhokha khati ha..
Have you ever seen magic show? agar daihk ho tu pata chal ja ay kay nazar kaisay dokha kha jati hay... nahi daikh to kabhi daikh lena. Jadogar kaisay Apnay koot say kabotar nikal kar dikhata hay wagheera .wagheera...


Quote:

kya nabiyon ki nazar bhi dhokha kha jati ha...?(kisi jhooty makaar jado ghar k amal dhokhay sy)
Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...

LOL nabi ki nazar ko dhoka nahi kha sakti tu. Nabi par makar jadogar kay jadoo nay effect kar kay nabi ko Dewana kaisay bana diya. Astaghfirullah... :(
----------
Now answer above questions...

usman_latif_ch 25-10-2009 11:15 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13229)



Have you ever seen magic show? agar daihk ho tu pata chal ja ay kay nazar kaisay dokha kha jati hay... nahi daikh to kabhi daikh lena. Jadogar kaisay Apnay koot say kabotar nikal kar dikhata hay wagheera .wagheera...




Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...

LOL nabi ki nazar ko dhoka nahi kha sakti tu. Nabi par makar jadogar kay jadoo nay effect kar kay nabi ko Dewana kaisay bana diya. Astaghfirullah... :(
----------
Now answer above questions...

ok apny kaha nabi bhi insan hain (han bilkul) or wo bhi hamari terhan dhokha kha sakty hain ok i agree...i will discuss you quote later thx for now

i will answer all above but first plz

han bohat bar deikha ha show laqin wohi tu poch raha hn ws k pass aesi knsi taqat ha jis ki bina pr wo insan ko dhokha dy deta ha...

.BZU. 25-10-2009 11:49 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13231)
ok apny kaha nabi bhi insan hain (han bilkul) or wo bhi hamari terhan dhokha kha sakty hain ok i agree...i will discuss you quote later thx for now

i will answer all above but first plz

han bohat bar deikha ha show laqin wohi tu poch raha hn ws k pass aesi knsi taqat ha jis ki bina pr wo insan ko dhokha dy deta ha...

wo as such koi taqat nahi hoti hay...

bas itna kay main nay kahin koi cheez chupa li aur phir keh diya kay... Main nay yeh cheez gum kar di hay...

usman_latif_ch 25-10-2009 11:57 AM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13237)

wo as such koi taqat nahi hoti hay... That is nothing more..

bas itna kay main nay kahin koi cheez chupa li aur phir keh diya kay... Main nay yeh cheez gum kar di hay...

or wo jo firon k azdahay wo kahan chupaye thy or nazar aa rahy thy yani wo asli thay waise he chupaye thay kahin pocket mein or bahir nikal diye or Hazrat Mosa dhokha kha gye ...lol

.BZU. 25-10-2009 12:09 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
End of the story: Chalo aap raazi raho...theek hay maan lo... Allah nay saray ikhtiyar us jadogar ko day di ay hain. jin kay li ay Allah nay kaha hay kay wo kamiyab nahi ho sakta..
Abh mujhay Is say ziyda aur explain nahi karna hay.. because aap itnay saray question ka answer dene ki baja ay apnay fazool question kar rahay ho... sirf yeh sabit karnay kay li ay ... kay Us shakhsiyat ko jis kay lay Allah nay kaha hay kay wo kamiyab nahi ho sakti...

Us nay mosa A.S ko Dikhanay kay li ay Jandar paida kar di ay thay.

Quote:

Hazrat Mosa dhokha kha gye ...lol
waisay main nay yeh nahi kaha kay Mosa A.S ko dhoka ho giya tha. aur na hei yeh quran majeed ki kisi ayat main hay..


usman_latif_ch 25-10-2009 12:42 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
hmmm...thx waise mein sabit kerny ki nahi haqeeqat jannay ki kooshish kr raha hn kyoun k mujhy jo abhi tk smjh aeya ha wssi ko man raha hn kisi bat ki tashreeh apny andaz sy nahi kr raha na he apni smjh kisi pr nafiz krny ki kooshish kr raha hn jab allah mujhy mazaeed ilm dy ga iss bare mein mujhy or andaza ho jye ga kya haqeeqat ha kya nahi abhi tu yehi pata ha
mein ap k sare sawalat k jawab ap sy he dilwany ki kooshish kr raha tha

Allah chahy tu ikhteyar dy sakta ha warna koi bhi kuch nahi kr sakta chahay wo jado ghar ho yan koi or yehi mera iman ha bas...
agar ap k nazdeeq allah k ikhteyar mein kami ho gai ho tu pata nahi jo wo kisi ko kisi ka nuksan kerny ka ikhteyar nahi dy sakta ab...(Allah forgive)

---------- Post added at 12:42 PM ---------- Previous post was at 12:39 PM ----------

Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13241)

waisay main nay yeh nahi kaha kay Mosa A.S ko dhoka ho giya tha. aur na hei yeh quran majeed ki kisi ayat main hay..


han bas apny Mussa (A.S) ka name nahi liya...
laqin i tell you wo nabi thy quran yehi kehta ha

Quote:

Originally Posted by .BZU
Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...


.BZU. 25-10-2009 01:38 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by usman_latif_ch (Post 13246)
hmmm...thx waise mein sabit kerny ki nahi haqeeqat jannay ki kooshish kr raha hn kyoun k mujhy jo abhi tk smjh aeya ha wssi ko man raha hn kisi bat ki tashreeh apny andaz sy nahi kr raha na he apni smjh kisi pr nafiz krny ki kooshish kr raha hn jab allah mujhy mazaeed ilm dy ga iss bare mein mujhy or andaza ho jye ga kya haqeeqat ha kya nahi abhi tu yehi pata ha
mein ap k sare sawalat k jawab ap sy he dilwany ki kooshish kr raha tha

Allah chahy tu ikhteyar dy sakta ha warna koi bhi kuch nahi kr sakta chahay wo jado ghar ho yan koi or yehi mera iman ha bas...


---------- Post added at 12:42 PM ---------- Previous post was at 12:39 PM ----------



han bas apny Mussa (A.S) ka name nahi liya...
laqin i tell you wo nabi thy quran yehi kehta ha

Jab Allah nay itna ilam dia hay tu in ko kiyon nahi man na hay?:salam:frown:
http://bzupages.com/attachments/1059...662-firoon.jpg

Quote:

agar ap k nazdeeq allah k ikhteyar mein kami ho gai ho tu pata nahi jo wo kisi ko kisi ka nuksan kerny ka ikhteyar nahi dy sakta ab...(Allah forgive)
Main nay kisi na kisi nahi kaha .. main nay yeh kaha hay kay... Allah kam say kam us ko itna ikhtiyar nahi day ga jis kay li ay Allah keh day kay wo kamiyab nahi ho sakta.. day tu day sakta hay. but itna nahi kay muslaman loog yeh man nay ko tiyar ho ja ay kay. Is jadogar ko Allah nay Lakri/Rasi main Rooh Dalnay ka ikhtiyar diya hay...

Aur dosari baat: itna tu aap bhi maantay ho kay sab kaam Allah kar sakta hay. aur Allah nay itni taqat kisi ko nahi di...

Phir Quran ki ayat kay dosaray meaning nikaal kar yeh kiyon sabit karnay ki koshish kartay ho kay Allah nay jadogar ko itni taqat di hay kay wo kuch bhi kar sakta hay... yeh doghala policy kiyon hay... wo bhi quran ko mannay kay muamlay main?

usman_latif_ch 25-10-2009 02:02 PM

Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU
 
Quote:

Originally Posted by .BZU. (Post 13250)


Jab Allah nay itna ilam dia hay tu in ko kiyon nahi man na hay?:salam:frown:
http://bzupages.com/attachments/1059...662-firoon.jpg



Main nay kisi na kisi nahi kaha .. main nay yeh kaha hay kay... Allah kam say kam us ko itna ikhtiyar nahi day ga jis kay li ay Allah keh day kay wo kamiyab nahi ho sakta.. day tu day sakta hay. but itna nahi kay muslaman loog yeh man nay ko tiyar ho ja ay kay. Is jadogar ko Allah nay Lakri/Rasi main Rooh Dalnay ka ikhtiyar diya hay...

Aur dosari baat: itna tu aap bhi maantay ho kay sab kaam Allah kar sakta hay. aur Allah nay itni taqat kisi ko nahi di...

Phir Quran ki ayat kay dosaray meaning nikaal kar yeh kiyon sabit karnay ki koshish kartay ho kay Allah nay jadogar ko itni taqat di hay kay wo kuch bhi kar sakta hay... yeh doghala policy kiyon hay... wo bhi quran ko mannay kay muamlay main?

yeh kahan likha ha quran mein jado ghar ka jado kisi ko nuksan nahi dy sakta...?

http://bzupages.com/attachments/1061...hat-shirk2.gif
jab keh Allah keh raha ka k siwaye iss k keh Allah he nuksan ka hukam dy dy yani Allah jado ghar k jado mein asar dal sakta ha agar chahy tu isska tu yehi matlab ha...

ap kn ho allah ko paband kerny waly k allah ny kis ko kitna ikhteyar dena ha...?
yehi likha ha k jado ghar kamyab nahi ho sakta tu isska matlab ha k wo dhokha deny mein bhi kamyab nahi ho sakta phir...tu kaise hota ha?

last line ki translation perho likha ha "kya yeh jado ha or jado ghar kamyab nahi ho sakta" btaow kis cheez k bary mein kaha gaya ha k kamyab nahi ho sakta trick (magic) krny k bare mein yan nazar k dhokhay k bare mein?

or abhi tk ap ny yeh jawab nahi diya jado ghar faraib kaise deta ha insanon ko or ap k mutabiq nabiyon ko bhi jo hamari terhan k insan hain

Quote:

Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...
apny mujhy kaha tha wsdin aj mein apko kehta hn sary paisy mein deta hn mujhy trick kr k deikhow itnay sare azdahy mujhy nikal kr deikhow...

trick sy kisi isan ko 2 hison mein kat kr phir join kr k deikhow joaw sb tricks krny waly ly aow mein bhi deikhna chahta hn wo trick kaisa ha phir mein yeh bhi deikhon trick kaise kiya wsny


All times are GMT +5. The time now is 02:09 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.