![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #10 | |||||||
| Quote:
But yeh un kay li ay nuqsaan deh tha. because yeh sirf kufar tha.. aur kufar har kisi kay li ay nuqsaan deh hota hay.. aaj nahi tu qiyamat walay din zaror nuqsaan deh hay... But Allah nay kia kaha hay... yeh bhi tu parho na aap.... Quote:
![]() ---------- Post added at 01:12 AM ---------- Previous post was at 12:26 AM ---------- Quote:
Quote:
Quote:
tu hindon ka aqeeda bhi sahi huya na. Is trah tu bhagwan bhi jo marzi aa ay kar sakta hay na... tu aap un kay aqeeda ko kiyon nahi mantay. jab aap yeh baat maan rhay ho kay Jadogar bhi Allah ki marzi say kar sakta hay... Ghoor karo: Quran main tu Allah nay saaf saaf keh diya kay jadogar koi nuksan nahi pohuccha saktay. kisi ko effect nahi kar skaty .. aap kehtay ho kay kar saktay hain... Right.. Jabkay Allah nay quran main Bhagwan kay rizaq dene ya na dene ki koi baat bhi nahi ki. aap un ka aqeeda phir kiyon ghalat maantay hain.. ----------- Molvi peer tu phir bhi Allah ki di hoi kitab ko (jiska Allah say relation tu hay kay Allah pak ki taraf say bheiji gai hay) taweez banatay hain. Phir bhi un ki logic banti hay. Aur Allah nay quran main taweez karna kahein par ghalat nahi kaha.. (But Hadees kay mutabiq yeh ghalat hay) --- Jadogar ka jado (Mafooqul Asbaab jadoo). ka tu zara sa bhi Allah kay saath koi relation nahi hota hay. Because jadogar yeh bakwas kartay hain kay . yeh sab ham nay khud hei kia hay.jaisa ka Firon kay jadogar. unhon nay yeh tu nahi bola tha na kay yeh Allah ki madad say hoga.wo tu yeh mantay bhi nahi thay kay Allah hay. phir jab unhain pata chala kay wo haar gay hain tu tab unhon nay kaha kay hum Mosa aur Haroon kay rab ko mantay hain. ![]() is say saaf pata chal jaata hay kay jadoo gar khud apnay aap ko yeh manta hay kay wo apni mari say jo kuch chahay kar sakta hay... even kay Allah nay quran majeed main farma bhi diya kay yeh sab ghalat hay.yeh sab un ka shubada tha.fareeb tha. aur na hei is say koi nafa nuqsaan ho sakta hay. Quote:
Quote:
Abh agay aap ki marzi hay aur aap ka concept ... main nay jitna samjhana tha samjha diya. Allah hum sab ko Sacha paka muslim bana ay... | ||||||||
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |