![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 | ||
| Quote:
![]() jab keh Allah keh raha ka k siwaye iss k keh Allah he nuksan ka hukam dy dy yani Allah jado ghar k jado mein asar dal sakta ha agar chahy tu isska tu yehi matlab ha... ap kn ho allah ko paband kerny waly k allah ny kis ko kitna ikhteyar dena ha...? yehi likha ha k jado ghar kamyab nahi ho sakta tu isska matlab ha k wo dhokha deny mein bhi kamyab nahi ho sakta phir...tu kaise hota ha? last line ki translation perho likha ha "kya yeh jado ha or jado ghar kamyab nahi ho sakta" btaow kis cheez k bary mein kaha gaya ha k kamyab nahi ho sakta trick (magic) krny k bare mein yan nazar k dhokhay k bare mein? or abhi tk ap ny yeh jawab nahi diya jado ghar faraib kaise deta ha insanon ko or ap k mutabiq nabiyon ko bhi jo hamari terhan k insan hain Quote:
trick sy kisi isan ko 2 hison mein kat kr phir join kr k deikhow joaw sb tricks krny waly ly aow mein bhi deikhna chahta hn wo trick kaisa ha phir mein yeh bhi deikhon trick kaise kiya wsny | |||
| | #2 | |||
| Quote:
Quote:
sirf yeh proov dainay kay li ay kay... Firon kay Kafir jaodgaron nay.. Azdaha bana li ay thay. aur Allah ka yeh kehna ghalat hay .. Kay firon kay jadogaron nay fareeb (dhoka diya kia tha) Quote:
Yeh mosa A.S kay mojza kay baray main hay.. kay kia yeh Haq Jado hay? | ||||
| | #3 | |
| Quote:
tum trick sy mere samny sanp banana phir batana kaise banaye hain kyoun k trick hoga tu wska koi tareeqa bhi hoga na wo mujhy batana ok ap itnay sare samp ek sath apni pocket mein chupa lena yan trick sy kisi ko half kr k deikhna yeh tricks tu hoty hain na magic shows mein tu kr k deikhna mein phir sabit karon ga trick nahi ha yeh... | ||
| | #4 | |
| Quote:
Yeh main nay nahi kaha. Quran aur Allah kay rasool SAW nay kaha.. sahaba karam R.A nay kaha kay jado Haq nahi hay Dhoka hay.. tu un say ja kar karwao na tricks mere zima kiyon lag rahay ho aap? ![]() Un say kaho kay Allah nay kiyon kaha hay jado sirf jadogar ka fareeb hay aur kuch bhi nahi hay... ![]() ![]() | ||
| | #5 | |
| Quote:
![]() Apny he wsko kaha ha wo trick ha or kuch bhi nahi | ||
| | #6 | |
| Quote:
![]() Jhota shobada... read what quran say... meri start main di gai ayat jhooti lagti hay tu... | ||
![]() |
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |