BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff



Closed Thread
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 4.67 average. Display Modes
Old 25-10-2009, 12:42 PM   #1
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

hmmm...thx waise mein sabit kerny ki nahi haqeeqat jannay ki kooshish kr raha hn kyoun k mujhy jo abhi tk smjh aeya ha wssi ko man raha hn kisi bat ki tashreeh apny andaz sy nahi kr raha na he apni smjh kisi pr nafiz krny ki kooshish kr raha hn jab allah mujhy mazaeed ilm dy ga iss bare mein mujhy or andaza ho jye ga kya haqeeqat ha kya nahi abhi tu yehi pata ha
mein ap k sare sawalat k jawab ap sy he dilwany ki kooshish kr raha tha

Allah chahy tu ikhteyar dy sakta ha warna koi bhi kuch nahi kr sakta chahay wo jado ghar ho yan koi or yehi mera iman ha bas...
agar ap k nazdeeq allah k ikhteyar mein kami ho gai ho tu pata nahi jo wo kisi ko kisi ka nuksan kerny ka ikhteyar nahi dy sakta ab...(Allah forgive)

---------- Post added at 12:42 PM ---------- Previous post was at 12:39 PM ----------

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post

waisay main nay yeh nahi kaha kay Mosa A.S ko dhoka ho giya tha. aur na hei yeh quran majeed ki kisi ayat main hay..

han bas apny Mussa (A.S) ka name nahi liya...
laqin i tell you wo nabi thy quran yehi kehta ha

Quote:
Originally Posted by .BZU
Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...
 
Old 25-10-2009, 01:38 PM   #2
.BZU.
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
hmmm...thx waise mein sabit kerny ki nahi haqeeqat jannay ki kooshish kr raha hn kyoun k mujhy jo abhi tk smjh aeya ha wssi ko man raha hn kisi bat ki tashreeh apny andaz sy nahi kr raha na he apni smjh kisi pr nafiz krny ki kooshish kr raha hn jab allah mujhy mazaeed ilm dy ga iss bare mein mujhy or andaza ho jye ga kya haqeeqat ha kya nahi abhi tu yehi pata ha
mein ap k sare sawalat k jawab ap sy he dilwany ki kooshish kr raha tha

Allah chahy tu ikhteyar dy sakta ha warna koi bhi kuch nahi kr sakta chahay wo jado ghar ho yan koi or yehi mera iman ha bas...


---------- Post added at 12:42 PM ---------- Previous post was at 12:39 PM ----------



han bas apny Mussa (A.S) ka name nahi liya...
laqin i tell you wo nabi thy quran yehi kehta ha
Jab Allah nay itna ilam dia hay tu in ko kiyon nahi man na hay?


Quote:
agar ap k nazdeeq allah k ikhteyar mein kami ho gai ho tu pata nahi jo wo kisi ko kisi ka nuksan kerny ka ikhteyar nahi dy sakta ab...(Allah forgive)
Main nay kisi na kisi nahi kaha .. main nay yeh kaha hay kay... Allah kam say kam us ko itna ikhtiyar nahi day ga jis kay li ay Allah keh day kay wo kamiyab nahi ho sakta.. day tu day sakta hay. but itna nahi kay muslaman loog yeh man nay ko tiyar ho ja ay kay. Is jadogar ko Allah nay Lakri/Rasi main Rooh Dalnay ka ikhtiyar diya hay...

Aur dosari baat: itna tu aap bhi maantay ho kay sab kaam Allah kar sakta hay. aur Allah nay itni taqat kisi ko nahi di...

Phir Quran ki ayat kay dosaray meaning nikaal kar yeh kiyon sabit karnay ki koshish kartay ho kay Allah nay jadogar ko itni taqat di hay kay wo kuch bhi kar sakta hay... yeh doghala policy kiyon hay... wo bhi quran ko mannay kay muamlay main?
 
Old 25-10-2009, 02:02 PM   #3
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post


Jab Allah nay itna ilam dia hay tu in ko kiyon nahi man na hay?




Main nay kisi na kisi nahi kaha .. main nay yeh kaha hay kay... Allah kam say kam us ko itna ikhtiyar nahi day ga jis kay li ay Allah keh day kay wo kamiyab nahi ho sakta.. day tu day sakta hay. but itna nahi kay muslaman loog yeh man nay ko tiyar ho ja ay kay. Is jadogar ko Allah nay Lakri/Rasi main Rooh Dalnay ka ikhtiyar diya hay...

Aur dosari baat: itna tu aap bhi maantay ho kay sab kaam Allah kar sakta hay. aur Allah nay itni taqat kisi ko nahi di...

Phir Quran ki ayat kay dosaray meaning nikaal kar yeh kiyon sabit karnay ki koshish kartay ho kay Allah nay jadogar ko itni taqat di hay kay wo kuch bhi kar sakta hay... yeh doghala policy kiyon hay... wo bhi quran ko mannay kay muamlay main?
yeh kahan likha ha quran mein jado ghar ka jado kisi ko nuksan nahi dy sakta...?


jab keh Allah keh raha ka k siwaye iss k keh Allah he nuksan ka hukam dy dy yani Allah jado ghar k jado mein asar dal sakta ha agar chahy tu isska tu yehi matlab ha...

ap kn ho allah ko paband kerny waly k allah ny kis ko kitna ikhteyar dena ha...?
yehi likha ha k jado ghar kamyab nahi ho sakta tu isska matlab ha k wo dhokha deny mein bhi kamyab nahi ho sakta phir...tu kaise hota ha?

last line ki translation perho likha ha "kya yeh jado ha or jado ghar kamyab nahi ho sakta" btaow kis cheez k bary mein kaha gaya ha k kamyab nahi ho sakta trick (magic) krny k bare mein yan nazar k dhokhay k bare mein?

or abhi tk ap ny yeh jawab nahi diya jado ghar faraib kaise deta ha insanon ko or ap k mutabiq nabiyon ko bhi jo hamari terhan k insan hain

Quote:
Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...
apny mujhy kaha tha wsdin aj mein apko kehta hn sary paisy mein deta hn mujhy trick kr k deikhow itnay sare azdahy mujhy nikal kr deikhow...

trick sy kisi isan ko 2 hison mein kat kr phir join kr k deikhow joaw sb tricks krny waly ly aow mein bhi deikhna chahta hn wo trick kaisa ha phir mein yeh bhi deikhon trick kaise kiya wsny
 
Old 25-10-2009, 02:20 PM   #4
.BZU.
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
yeh kahan likha ha quran mein jado ghar ka jado kisi ko nuksan nahi dy sakta...?
jab Allah nay keh diya hay kay jadogar kamiyab hei nahi ho sakta tu yeh baat khudbakhud aap ko pata chal jani chahiay kay wo kisi ko apnay jado mantar say nuqsaan bhi nahi pohuncha sakta...
Quote:
apny mujhy kaha tha wsdin aj mein apko kehta hn sary paisy mein deta hn mujhy trick kr k deikhow itnay sare azdahy mujhy nikal kr deikhow...

trick sy kisi isan ko 2 hison mein kat kr phir join kr k deikhow joaw sb tricks krny waly ly aow mein bhi deikhna chahta hn wo trick kaisa ha phir mein yeh bhi deikhon trick kaise kiya wsny
yeh sab aap kay mutabiq ho jata hay.. aap khud kar kay dikhao na... mere zima kiyon laga rahay ho... main nay tu nahi kaha kay hota hay aisa... aur na hei quran main kaha giya hay kay azdhay thay.. quran main tu baar baar kaha giya hay kay yeh jadogar ka fareeb tha. nahi man na tu na mano. mujhay is say koi farq nahi parta... abh mujhay mazeed quran ki ayat qoute karnay ki zarorat nahi hay.. aap in ko maan hei nahi rahay tu aur ayat ko tu pata nahi kia kia kaho gay..

sirf yeh proov dainay kay li ay kay... Firon kay Kafir jaodgaron nay.. Azdaha bana li ay thay. aur Allah ka yeh kehna ghalat hay ..


Kay firon kay jadogaron nay fareeb (dhoka diya kia tha)

Quote:
"kya yeh jado ha or jado ghar kamyab nahi ho sakta"

Yeh mosa A.S kay mojza kay baray main hay.. kay kia yeh Haq Jado hay?
 
Old 25-10-2009, 02:28 PM   #5
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post

yeh sab aap kay mutabiq ho jata hay.. aap khud kar kay dikhao na... mere zima kiyon laga rahay ho... main nay tu nahi kaha kay hota hay aisa... aur na hei quran main kaha giya hay kay azdhay thay.. quran main tu baar baar kaha giya hay kay yeh jadogar ka fareeb tha. nahi man na tu na mano. mujhay is say koi farq nahi parta... abh mujhay mazeed quran ki ayat qoute karnay ki zarorat nahi hay.. aap in ko maan hei nahi rahay tu aur ayat ko tu pata nahi kia kia kaho gay..

sirf yeh proov dainay kay li ay kay... Firon kay Kafir jaodgaron nay.. Azdaha bana li ay thay. aur Allah ka yeh kehna ghalat hay ..


Kay firon kay jadogaron nay fareeb (dhoka diya kia tha)
apny kaha na jado nahi hota trick(dhokha) hota ha tu mein jado nahi trick ki he bat kr raha hn trick kr k deikhow na phir mein sabit kronga yeh trick nahi ha nazar ka dhokha nahi ha...

tum trick sy mere samny sanp banana phir batana kaise banaye hain kyoun k trick hoga tu wska koi tareeqa bhi hoga na wo mujhy batana ok
ap itnay sare samp ek sath apni pocket mein chupa lena
yan trick sy kisi ko half kr k deikhna yeh tricks tu hoty hain na magic shows mein tu kr k deikhna mein phir sabit karon ga trick nahi ha yeh...
 
Old 25-10-2009, 02:52 PM   #6
.BZU.
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
apny kaha na jado nahi hota trick(dhokha) hota ha tu mein jado nahi trick ki he bat kr raha hn trick kr k deikhow na phir mein sabit kronga yeh trick nahi ha nazar ka dhokha nahi ha...

tum trick sy mere samny sanp banana phir batana kaise banaye hain kyoun k trick hoga tu wska koi tareeqa bhi hoga na wo mujhy batana ok
ap itnay sare samp ek sath apni pocket mein chupa lena
yan trick sy kisi ko half kr k deikhna yeh tricks tu hoty hain na magic shows mein tu kr k deikhna mein phir sabit karon ga trick nahi ha yeh...
trick kar kay un say pocho na jo trick kartay hain..

Yeh main nay nahi kaha. Quran aur Allah kay rasool SAW nay kaha.. sahaba karam R.A nay kaha kay jado Haq nahi hay Dhoka hay.. tu un say ja kar karwao na tricks mere zima kiyon lag rahay ho aap?
Un say kaho kay Allah nay kiyon kaha hay jado sirf jadogar ka fareeb hay aur kuch bhi nahi hay...
 
Old 25-10-2009, 03:01 PM   #7
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post

trick kar kay un say pocho na jo trick kartay hain..

Yeh main nay nahi kaha. Quran aur Allah kay rasool SAW nay kaha.. sahaba karam R.A nay kaha kay jado Haq nahi hay Dhoka hay.. tu un say ja kar karwao na tricks mere zima kiyon lag rahay ho aap?
Allah ny nahi kaha wo trick ha Allah tu keh raha ha k jado ghar ka jado nuksan kr sakta ha agr mein chahon



Apny he wsko kaha ha wo trick ha or kuch bhi nahi
 
Closed Thread

Tags
asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar


 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 03:21 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.