25-10-2009, 11:03 AM
|
#3 |
| | Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch Initially i have just a question
Ap k mutabiq jado ek dhoka ha , yani nazar ka dhoka
i want to know insan k nazar kisi k jado kerny pr kaise dhoka khati ha...wo knsi taqat ha jis sy insan ki nazar dhokha khati ha..
2ndly
kya nabiyon ki nazar bhi dhokha kha jati ha...?(kisi jhooty makaar jado ghar k amal dhokhay sy) |
Yeh meri traf say nahi hay. Yeh Allah nay aur us kay rassol nay kaha hay...
Yeh parh lo... Quote:
Ap k mutabiq jado ek dhoka ha , yani nazar ka dhoka
i want to know insan k nazar kisi k jado kerny pr kaise dhoka khati ha...wo knsi taqat ha jis sy insan ki nazar dhokha khati ha..
| Have you ever seen magic show? agar daihk ho tu pata chal ja ay kay nazar kaisay dokha kha jati hay... nahi daikh to kabhi daikh lena. Jadogar kaisay Apnay koot say kabotar nikal kar dikhata hay wagheera .wagheera... Quote: |
kya nabiyon ki nazar bhi dhokha kha jati ha...?(kisi jhooty makaar jado ghar k amal dhokhay sy)
| Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...
LOL nabi ki nazar ko dhoka nahi kha sakti tu. Nabi par makar jadogar kay jadoo nay effect kar kay nabi ko Dewana kaisay bana diya. Astaghfirullah...
----------
Now answer above questions... |
| | |