View Single Post
Old 25-10-2009, 12:42 PM   #8
usman_latif_ch
Default Re: Jadoogar kay Jado main Asar ke Qaeleen say chand Sawalat. Question to follower of Jado's Effect. URDU

hmmm...thx waise mein sabit kerny ki nahi haqeeqat jannay ki kooshish kr raha hn kyoun k mujhy jo abhi tk smjh aeya ha wssi ko man raha hn kisi bat ki tashreeh apny andaz sy nahi kr raha na he apni smjh kisi pr nafiz krny ki kooshish kr raha hn jab allah mujhy mazaeed ilm dy ga iss bare mein mujhy or andaza ho jye ga kya haqeeqat ha kya nahi abhi tu yehi pata ha
mein ap k sare sawalat k jawab ap sy he dilwany ki kooshish kr raha tha

Allah chahy tu ikhteyar dy sakta ha warna koi bhi kuch nahi kr sakta chahay wo jado ghar ho yan koi or yehi mera iman ha bas...
agar ap k nazdeeq allah k ikhteyar mein kami ho gai ho tu pata nahi jo wo kisi ko kisi ka nuksan kerny ka ikhteyar nahi dy sakta ab...(Allah forgive)

---------- Post added at 12:42 PM ---------- Previous post was at 12:39 PM ----------

Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post

waisay main nay yeh nahi kaha kay Mosa A.S ko dhoka ho giya tha. aur na hei yeh quran majeed ki kisi ayat main hay..

han bas apny Mussa (A.S) ka name nahi liya...
laqin i tell you wo nabi thy quran yehi kehta ha

Quote:
Originally Posted by .BZU
Nabi bhi hamari trah kay insan hotay hain.. Dhokay baaz to kisi ko dhoka day saktay hain. chahay wo nabi hon ya hum jaisay insan...