![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 | ||||
| Quote:
![]() koi jado ghar yan wska jado nuqsan nahi pohcha sakta laqin Allah chaty tu ( jado/amliyat) sy kisi nuqsan ka hukam dy sakta ha Quote:
---------- Post added at 10:56 PM ---------- Previous post was at 10:41 PM ---------- Quote:
laqin kafir tu booton sy manty, Log peeron k pass ja kr bhi muradain mangty hain or Allah un k zarzeh un ko deta bhi ha tu kya hm yeh tasawer kr rahy hain k peeron/booton ko allah ny ikhteyar dy diya ha? yan yeh keh unko sheetan dy raha ha.......... ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() :s alam![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ---------- Post added at 11:12 PM ---------- Previous post was at 10:56 PM ---------- Quote:
Laqin inka moqaf yeh ha *Jitni bhi jado sy related sahi ahadees bhi hain jo yeh zahir karti hain k jado mein Allah k hukam sy asar ho sakta ha wo galat hain kyoun k wo quran sy inki interpretation k mutabiq takrati hain jado kuch nahi ha *jitni bhi sheetan or jinon k mutaliq sahi ahadees hain Sahi muslim or sahi bukhari ki bhi jesy k Allah k nabi ny kaha k sheetan insan k jism mein khone ki terhan chal phir sakta ha wo galat hain or abhi inka nahi pata laqin kuch or log hain shaid yeh bhi un sy hon yan ap bhi *jo kehty hain k Azab e Qabar k mutaliq jitni bhi sahi ahadees hain wo bhi galat hain, azab e qabar kuch nahi ha kyoun k quran mein kahin isska zikir nahi ha or jo ahadees hain wo quran ki kuch aeyat sy inki interpretation k mutabiq takrati hain | |||||
| | #2 | |||||||
| Quote:
app nay aik bhi hadees paish nahi ki phir bhi yeh moqaf keh rahay ho. amazing Quote:
jado main asar mannay (shyad aap bhi) udhar yeh mantay ho kay Frishton nay kufar nahi kia. aur udhar mantay ho kay frishtay zameen par aa kay Loogn ko jado sikhatay thay.. baap ray..... Quote:
I believe Allah jo chahay kar sakta hay. but Allah apni kahi hoi baat ko ghalat nahi kehta hay...aur Allah ke rasool bhi (hadees) Allah ki kahi hoi baat ko ghalat nahi keh saktay... yeh mera moqaf hay mera moqaf yeh kay Allah nay jab yeh kaha hay kay. jadogar kabhi kamiyab nahi ho sakta (kia is ko youn interparate kia ja ay kay wo IT kay exams main kamiyab nahi ho sakata, baki sab kaam karnay main kamiyab ho sakta hay) isli ay Allah jadogar ko Bina kisi sabab kay ki ay janay walay jado ko kabhi kamiyab nahi honay day ga.Allah nay Firon kay jadogaron ko bhi fareeb aur dhoka kaaha. Un kay jado ko shobada (trick) kaha... Agar jadoogar yeh karnay main kamiyab ho jata hay tu Allah apni ayat ko khud wrong karay ga. Quote:
Quote:
Agar quran majeed main azab qabar ki naffi hoti tu wallah hum bhi is hadees ki nafi kartay. but quran main tu jadogar ki nafi ki gai hay phir bhi us ko zaeef ahadees say sabit kar kay aap yeh sabit kar rahay ho kay aap Jado aur taghoot par emaan rakhtay ho (means kehtay ho kay kisi na kisi trah in main asar hay)... jado aur taghot karnay say na aoozbillah kisi ko mafoqul Asbab nafa nuksaan ho jata hay...(physically effect ho jata hay) tu sun loo Allah nay aisay logon kay baray main kia farmaya hay... ![]() bina kisi sabab kay koi kaam honay ko mojaza kehtay hain. aap kay is concept kay mutabiq Allah nay jadogar ko mojzay aata ki ay hain kia? ![]() ......... Quote:
Quote:
aur yeh kay jado bar haq aur yeh sab kuchh bhi sach hay.... (because yeh sab behis aapo sirf isi waja say kar rahay ho kay aap kehtay ho kay yeh mandraja zail sab waqya huya hay)
Please in kay proof do.. in kay answer main nay khud nahi di ay aap do. nahi tu aap ko etraaz ho jata hay kay aapnay question kay answer khud hei day di ay hain. | ||||||||
![]() |
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |