![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 | ||
| Quote:
haan na Allah kar sakta hay.. Aur Allah nay us zamanay main Aap kay interpretiton kay mutabiq Kufar utara tha. aur Allah tala ka yeh kehna bhi ghalat ho giya kay Saleman A.S nay kufar nahi kia. frishton nay kufar nahi... because us zamanay main Frishtay hei kufar lay kar zameen par utrtay thay... ![]() Quote:
| |||
| | #2 | ||
| Quote:
kya Sheetan ko ikhteyar Allah ny diya wawasy dalny ka? Kya Allah ny he iss duniya mein Achai or burai paida ki? yan nahi ha yeh sb kuch? ---------- Post added at 07:34 PM ---------- Previous post was at 07:31 PM ---------- Quote:
booton sy mangny pr kuch bhi ata kr sakta ha taweiz mein asar nahi laqin logon ki azmaesh k liye tawez k zarzeh kisi ko shifa dy sakta ha | |||
| | #3 | ||
| Quote:
But aap ki saari behis say itna saaf zahir ho raha hay kay.... aap in baton ki sacha sabit karnay ki koshish kar rahay hain... Allah nay zameen par us hasti ko Lakri main Jaan dalnay ki taqat di hay (Jaan dalana sirf Allah ki sifat hay) jis kay li ay Allah nay kaha hay kay wo kabhi kamiyab nahi ho sakta. Aur Yeh bhi kay... Hazart Mohammad SAW Jado zada shakhsiyat they,aur un par yahoodiyon nay jado kar diya tha (Jaisay kay Mushrakeen e makah ka iman tha) Allah tala nay Sleman A.S ko frishton kay zariay Kufar ju taleem di... Jadogar ko Allah nay nakamiyab kaha hay. aur Allah nay jadogar ko Dunia jahan kay sab kaam karnay ki taqat di hay....
Abh mujhay abhi exams ki study karna hay... will contact you ASAP... Quote:
There is hell of difference between shetaan and Jadogar... Jadogar is Human being. Sheetan is not.... Aur sheetan kay baray main Allah nay yeh bhi nahi farmaya jaisay ka Allah nay Jadogar kay bray main farmaya hay... Aur frishton kay baray main Allah nay yeh bhi nahi kaha kay. Frishtay Kufar ki taleem dene aa ay thay. balkay Allah nay yeh saaf keh diya kay frishton nay kufar nahi kia... (albaqrah 102) | |||
| | #4 | ||
| Quote:
mujhy jo haq lag raha ha wohi janta hn ap log jan kr sahi Ahadees ko quran sy takra rahy hain abhi tu yeh tu ek masla ha or bhi bohat sy aesy masly hain or aesy pata nahi kitni sahi ahadees galat ho jati hain ap k liye abhi tu apka pata nahi ek or bhi log hain jo azab e qabar ko bhi nahi manty kyoun k quran mein kahin iska zikar nahi or wo bhi aesy he quran ki kuch aeyat ki apni taraf sy tashreeh kr k sb azab e qabar ki balkh or bhi bohat sy masael ki ahadees galat kr rahy hain or yehi munkareen e ahadees hain mujhy nahi pata kis ko kya diya ha mujhy yeh pata ha jo Allah ny kaha saf translation ha isski ![]() ---------- Post added at 07:51 PM ---------- Previous post was at 07:49 PM ---------- Quote:
balkeh yahan tk k shetan b kabhi kisi ko wargalany mein kamyab nahi ho sakta jab tk k Allah na chahy | |||
| | #5 | |||||||
| Quote:
same aesy he jado mein b bhi Allah k hukam sy nuqsan ho sakta ha or nahi b Quote:
Quote:
![]() ---------- Post added at 09:14 PM ---------- Previous post was at 09:11 PM ---------- .................................................. ... Quote:
---------- Post added at 09:18 PM ---------- Previous post was at 09:14 PM ---------- "Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' garz log insy aesa jado seekhty jis sy mian biwi mein judai dal dayn or Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy or kuch aesy (mantar) seekhty jo inko nuqsan he pohchty or kuch faida nahi or jis cheez k eewaaz unhon ny apni jaanon ko baich dala wo buri thi. kash wo iss bat ko janty | ||||||||
| | #6 | ||||
| Quote:
Quote:
![]() kay jadogar kay jado main Allah nay asar rakha hay... AUR JADOGAR KISI ko bina kisi sabab kay physically effect kar sakta hay.. (jo kay jadogar kehta hay, aur jado kanray karnay walay sab kehtay hain. jado ko man nay walay sab logon ka aqeeda hay) wasif nay pehlay hei is ayat ko shirk say paak bana kar interpret ki hay.. Quote:
Quote:
aap jo sheetan aur insan ki characteristics ka comparison kar rahay ho.. Aalh nay Frishton ko bhi paida kia hay... kia un kay characteristics insaan ki trah hain?jab nahi hain tu sheetan ko beech main lanay ka koi jawaz hei nahi banata hay mere bhai... ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() | |||||
![]() |
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |