![]() |
| ||||||
| Islam Full of Islamic Stuff |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| | #37 | |||
| Quote:
tu Agar hum man lain kay jadogar kay jado main asar ho giya hay tu. yeh bhi baat manana farz ho jati hay kay Button ki poja karnay main bhi asar ho jata hay... tu button ki poja krnay main aur jadogar kay jado main asar main kia farq ho giya. Dono Allah ka shareek ho gay ... ----.. aur banao Allah kay shareek So please take care of this dear... Quote:
Aur Allah loogon ko azmaish main dalnay kay li ay karta hay . but loog azmaish samjhnay ki baja ay us par emaan lay aatay hain kay . is jado main asar ho giya hay. Button ki poja karnay say butt naoazbillah dena shuru kar detay hain.. etc... ![]() Please believe on Allah... ---------- Post added at 01:39 AM ---------- Previous post was at 12:48 AM ---------- Quote:
phir idhar dobara yehi kehnay say kia murad hay kay jado kay zariay sab kuch hota hay... phir wohi baat kardi kay jado kay zariya asar hogiyaa... ![]() Beshak Allah kisi ka muhtaaj nahi. na kisi insan ka, na kisi peer ka, na kisi jadogar kay manter ka, na kisi Bout ka... Allah ka hukum ho jo kuch marzi ho ja ay. jadogar ka koi mantar bhi nahi Allah ko force nahi kar sakta. Ufff...yeh doghala policy kiyon?........ had hoti hay bhai... ![]() Firoon kay jadogaron nay tu maan lia tha kay jado main koi asar nahi hay.un ka apna kia giya jado sirf dhoka fareeb tha, isliay wo tu sajday main gir paray thay. But afsoos, Ajj ki ummat... phir kehti hay kay hum tu muslim ummat hay. humaray opper zalzalay kiyon aatay hain. humary opper khud kush hamlay kiyon hotay hain... | ||||
| Tags |
| asar, chand, effect, follower, jado, jadoo, jadoogar, kay, main, pak, qaeleen, question, quran, sawalat, urdu, zikar |
| |