25-10-2011, 10:39 AM
|
| Sagar | | Join Date: Apr 2010 Location: Multan Pakistan
Posts: 223
Contact Number: 03334840676 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: 05-ME-45 | |
Hosla nahi hota!!! HOSLA NAHI HOTA...... Eik waada hai ksi ka jo wafa hota nahi
Warna in taron bhari raton main kya hota nahi
Ji aata hai ulat den un k chehre se naqab
Hosla karte hain lekin hosla hota nahi
Shama jis ki aabro par jan de de jhoom kar
Wo patenga jal to jata hai fana hota nahi
Ab to muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to un ka toor par bhi samna hota nahi
Bar ha dekha hai saghir rahguzar e ishq main
Karwan k sath aksar rahnuma hota nahi |