04-05-2010, 11:04 PM
|
| Little Baby | | Join Date: Apr 2010
Posts: 4
Program / Discipline: Urdu Class Roll Number: 22 | |
Suna ha is jahan ma zindagi ki qehat sali ha Suna ha is jahan ma zindagi ki qehat sali ha
yahan do char din jeene ka aksar zikr hota ha
yahan har cheez fani ha
sabhi ko moat aani ha
yahan izhar kia karna
yahan par piyar kia karna
magar kuch yun bhi sunta hun
k aisa ik jahan ho ga
k jis ma mout aane ka
koi dar nahi hoga
Hayat-e-jawidan k wahan
asbaab rakhe hain
ye mera ...tumse wada ha
agar dono wahan mil
gaye wahin iqrar karlen ge
wahin izhar karlen ge
wahin phr piay karlen ge.
Regards
Saadi University of Sindh
Jamshoro(Sindh)Pakistan. |