Suna ha is jahan ma zindagi ki qehat sali ha Suna ha is jahan ma zindagi ki qehat sali ha yahan do char din jeene ka aksar zikr hota ha yahan har cheez fani ha sabhi ko moat aani ha yahan izhar kia karna yahan par piyar kia karna magar kuch yun bhi sunta hun k aisa ik jahan ho ga k jis ma mout aane ka koi dar nahi hoga Hayat-e-jawidan k wahan asbaab rakhe hain ye mera ...tumse wada ha agar dono wahan mil gaye wahin iqrar karlen ge wahin izhar karlen ge wahin phr piay karlen ge. Regards Saadi University of Sindh Jamshoro(Sindh)Pakistan. |
All times are GMT +5. The time now is 01:52 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.