| |  | |  | 
08-11-2009, 10:32 PM
|  | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch I am just a muslim not ahle hadees or munkar e ahadees
mein imam bukhari nahi quran or sahi ahadees ko manta hn sirf or na quran ka or na he Sahi ahadees ka inkar kerta hn | Tu jado main asar mannay walay tu itni saari ayat ka inkaar kartay hain.kuch tu main nay isi thread min bhi share ki hain... baaqi aap khud quran majeed main bhi daikh saktay hain.
Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi composer nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay...
| 
08-11-2009, 10:50 PM
|  | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 41
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by .BZU. Tu jado main asar mannay walay tu itni saari ayat ka inkaar kartay hain.kuch tu main nay isi thread min bhi share ki hain... baaqi aap khud quran majeed main bhi daikh saktay hain.
Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay... |
Mujhay kisi ka nahi pata waise tu log booton ki pooja bhi kerty hain tu mein ny unka thaka liya hwa ha mein kisi aeyat ka inkar nahi kerta na he jado mein asar manta hn magar... Koi bhi shaks kuch nahi kr sakta kisi insan ko kya ek makhi ka par bhi nahi tore sakta Laqin Allah chahy tu kisi ka bhi nuqsan kr sakta ha kisi bhi zaryeh sy or yeh sirf Allah logon ki azmaesh k liye kerta ha Allah kafir/mushrik ki bhi sunta ha or muslim ki bhi Allah kafir/mushrik ko bhi atta kerta ha or muslim ko bhi jesy Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir or mushrik ka akhrat mein koi hissa nahi hoga unka thikana jahanum ha ---------- Post added at 10:50 PM ---------- Previous post was at 10:43 PM ---------- Quote: | Aap bhi jado main asar mantay hain. sirf isliay kay kisi nay Bukhari shareef aur Muslim shareef main quran majeed ki nafi kar kay likh diya hay...
| Bukhari or muslim Imam bukhari or Imam Muslim ny likhi ha magr mein bukhari or muslim nahi Sahi Ahadees ko manta hn or SAhi bukari or Muslim ki tamam ahadees sahi ha or koi bhi hadees quran sy nahi takrati magr apki tashreeh sy takrati ha.....kyoun k yeh ahadees na mein ny likhi hain na kisi or ny khud sy likhi hain agar ap k nazdeeq takrati hain tu phir keh kyoun nahi dety wo sb( Imam Muslim or Bukhari) mushrik hain jinhon ny Sahi bukhari or muslim likhi ha or jin mohadeseen ny bad mein bhi issko sahi kaha wo sb bhi
kyoun k agar imam bukhari ny jan boojh kr issko sahi likha ha tu do he batain ho sakti hain yan tu wo mushrik thy yan phir unko quran nahi ata tha wo jahil thy jo unko pata nahi chala k yeh ahadees quran sy takrati hain >>>>jabkeh aesa hrgiz nahi ha wo sb Quran ko hm sb sy bohat zada achi terhan smjhny waly thy or unhon ny bohat tahqeeq k bad Sahi bukhari or Sahi muslim ko likha or tamam ummat iss bat per mutafiq bhi ha k sahi bukhari or sahi muslim kisi bhi qisam k shaq sy pak ha issi ki tamam ahadees hr eitabar sy sahi hain Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha
Last edited by usman_latif_ch; 08-11-2009 at 11:29 PM.
| 
08-11-2009, 10:55 PM
|  | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch Koi bhi shaks kuch nahi kr sakta kisi insan ko kya ek makhi ka par bhi nahi tore sakta Laqin Allah chahy tu kisi ka bhi nuqsan kr sakta ha kisi bhi zaryeh sy or yeh sirf Allah logon ki azmaesh k liye kerta ha Allah kafir/mushrik ki bhi sunta ha or muslim ki bhi Allah kafir/mushrik ko bhi atta kerta ha or muslim ko bhi jesy Allah booton ko mannay walon ko attaa kerta ha booton k zaryeh jabkeh kafir or mushrik ka akhrat mein koi hissa nahi hoga unka thikana jahanum ha | Uf Allah; abh Allah ka shareek yahan tak aap nay bana lia kay Allah Button kay zariye deta hay,Jabkay Allah tala nay kaha hay kay main khud deta hon. Butt jin say wo mangaty hain wo nafa aur nuqsaan pohuncha hei nahi saktay .. Means aap yeh bhi kehtay hain kay button ki poja karna bhi haq hay... jaisay jado main asar mannna haq hay..
, Sirf isliaye kay aap jado kay asar ko mann kar Muhammad SAW par jado ka asar sabit karna chah rahay ho.. Aur Imam bukhari ki zaeef ahadees ko sacha sabit karnay kay li ay..
aur Aap SAW ko Jado zada majnoon kehnay ki koshish kar rahay ho, kay App SAW par kuch arsa tak jado ka asar raah aur aap naoazbillah Majnon ho gay,aur unhain kisi bhi cheez ka pata bhi nahi chlata tha..(ilzamat ki bhi had hoti hay) Quote: | Bukhari or muslim Imam bukhari or Imam Muslim ny likhi ha magr mein bukhari or muslim nahi Sahi Ahadees ko manta hn or SAhi bukari or Muslim ki tamam ahadees sahi ha or koi bhi hadees quran sy nahi takrati magr apki tashreeh sy takrati ha..... | Kis nay kaha hay nahi takrati ...
Kia jaado/jadogar Mindo nillah (Allah kay siwa nahi hay?) Quote: | Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha | yeh tu bilkul wohi logic batai hay aap nay kay, islam main butoon ki poja karnay say mana farmya giya hay tu hum button ki poja nahi kartay , but humain yeh mana farz hoga kay butt Allah ki trah hindoon ko atta kartay Quote: | tu phir keh kyoun nahi dety wo sb( Imam Muslim or Bukhari) mushrik hain jinhon ny Sahi bukhari or muslim likhi | Agar Aap un par ilzam laga rahay ho kay unhon nay kufar kia, aur Jadogar ko Mindo nillah (Allah kay siwa) Nahi mana tu theek hay kaho Lagao Ammi Ayesha R.A par bhi ilzam aur Dosari Khulfa e Rashdeen par bhi. Jinhon nay jadgaron ko qatal ka hukum diya because kay wo Allah ka shareek thehratay tha...
Mujhay koi faraq nahi parta...
Last edited by .BZU.; 08-11-2009 at 11:20 PM.
Reason: Usman always adding new contents in his old posts.
| 
08-11-2009, 11:03 PM
|  | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 41
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by .BZU. | Mujhy sabit kerny sy kya milay ga janab mein tu apko haqeeqat bata raha hn jo mere mutabiq sahi ha wo bata raha hn
Mein ny yeh nahi kaha k Boot dety hain mein ny kaha ha boot kya , jado ghar ap , or mein kuch bhi nahi kr sakty jab tk allah na chahy
or Allah kafir/mushrik logon ko booton sy deta ha matalb yeh ha mera k wo Allah ko nahi manty laqin booton sy mangty hain laqin phir bhi Allah unko deta ha bhookha tu nahi marta na
Last edited by usman_latif_ch; 08-11-2009 at 11:19 PM.
| 
08-11-2009, 11:29 PM
|  | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch Mujhy sabit kerny sy kya milay ga janab mein tu apko haqeeqat bata raha hn jo mere mutabiq sahi ha wo bata raha hn
Mein ny yeh nahi kaha k Boot dety hain mein ny kaha ha boot kya , jado ghar ap , or mein kuch bhi nahi kr sakty jab tk allah na chahy
or Allah kafir/mushrik logon ko booton sy deta ha matalb yeh ha mera k wo Allah ko nahi manty laqin booton sy mangty hain laqin phir bhi Allah unko deta ha bhookha tu nahi marta na | Tu Allah deta hay na. Butt to nahi detay na..
Tu button say mangna/ ya yeh baat manana kufar aur shirk hay kay butt Bhook mitatay hain...
Yeh baat bhi mannna kufar aur shirk hay jadogar kay jadoo say nafa nuqsaan hota hay.. Jaisay kay quran majeed aur hadees main hay...
See your videos is main hay; main nay nahi kaha. Yeh in molana nay apni videos main khud bola hay...jo kay sach hay
Quran majeed main tu jado kay baaray main yeh kay parh loo. khud..
Waisay chhotay text main bhi likha huya nazar aa raha hay... bara aur red karnay ki koi zarorat nahi hay..
aur apni posts edit kar nay dobara new content add karnay ki zarorat nahi hay. next post kar diya karain.. | 
08-11-2009, 11:36 PM
|  | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 41
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by .BZU. Agar Aap un par ilzam laga rahay ho kay unhon nay kufar kia, aur Jadogar ko Mindo nillah (Allah kay siwa) Nahi mana tu theek hay kaho Lagao Ammi Ayesha R.A par bhi ilzam aur Dosari Khulfa e Rashdeen par bhi. Jinhon nay jadgaron ko qatam ka hukum diya because kay wo Allah ka shareek thehratay tha...
Mujhay koi faraq nahi parta... | mein tu ilzam nahi laga raha ap sy poch raha hn ap unko mushrik bana rahy ho tu poch raha h k ap k nazdeeeq wo mushrik thay yan unko quran nahi ata tha jo apko aj zada aa gaya ha kyoun k yeh ahadees tu unhon ny he kahi hain mein ny yan kisi or ny apny pass sy nahi likhi or hazaroon mohadeesn ny tahqeeq bhi ki ha inki sanad bilkul sahi ha so isska matlab ha apki tashreeh shirk rakhti ha na Allah ka quran na yeh Sahi ahadees ---------- Post added at 11:36 PM ---------- Previous post was at 11:34 PM ---------- Quote: |
Yeh baat bhi mannna kufar aur shirk hay jadogar kay jadoo say nafa nuqsaan kufar shirk hay.. Jaisay kay quran majeed aur hadees main hay...
| Allah ny jado k bare mein aeyat mein yeh kaha ha booton k bare mein kahin nahi kaha k agar mein chahon tu unko ikhteyar dy don k wo ata kr dayn | 
08-11-2009, 11:57 PM
|  | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch mein tu ilzam nahi laga raha ap sy poch raha hn ap unko mushrik bana rahy ho tu poch raha h k ap k nazdeeeq wo mushrik thay yan unko quran nahi ata tha jo apko aj zada aa gaya ha kyoun k yeh ahadees tu unhon ny he kahi hain mein ny yan kisi or ny apny pass sy nahi likhi or hazaroon mohadeesn ny tahqeeq bhi ki ha inki sanad bilkul sahi ha so isska matlab ha apki tashreeh shirk rakhti ha na Allah ka quran na yeh Sahi ahadees | Aap is ka kia tashreeh karo gay? jo main nay neechay quran majeed ki ayat post ki hain?
aap quran majeed ki tu baat kar hei nahi raahay hain.. bas imam imaam lagai hoi hay..kay wo yeh thay wo thay,
agar unhon nay quran kay khilaf khud likha hay tu wo mushriq hain. Because Jo Allah ki kitab ko jhutlata hay wo muslim nahi ho sakta. but yeh bhi hay kay yeh unhon nay nahi likha ho ga, even kay aap nay Ayesha R.A ko bhi Yeh saabit kar diya hay kay wo Bhi yeh manti thei kay..
Mindonillah (Allah kay siwa)main Jadogar aur jaddo nahi aata...
Abh aap in ayat ki apni trah say tashreeh kar kay bata ain... Hadees ko filwaqt aik traf rakhain . because aap kehtay hain kay aap quran ko pehalay mantay hain then Hadees ko...  Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch
Allah ny jado k bare mein aeyat mein yeh kaha ha booton k bare mein kahin nahi kaha k agar mein chahon tu unko ikhteyar dy don k wo ata kr dayn | Read it again. yeh nahi likha kay jadogar ko ikhtyar diya hay. balkay yeh zaror likha hay kay un kay jado say koi faida nahi hota hay..
Agar Allah kahay, kay jado say koi faida nahi hota tu yeh tu musalmano ko yeh manana Theek rahay ga kay Jadoo (Kufriya kalemat say faida nuqsan hota hay)
Tu kia Jado Allah kay siwa nahi hay? ya Allah hay? Quote: 
yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye
rasiyan sanp kaise bani...?
Yeh tu Allah khud keh raha ha k phanki unhon ny apni rasiyan | Allah nay nahi kaha kay Rasiyan Saanp ban gai. Yeh tu aap ki tashreeh keh rahi hay... kay wo Asal main saanp ban gai thein aur wo jadogar Saanp bananay main kamiyab ho gay thay... Halankay ye Allah ki Sifat hay kay wo kisi cheez main Rooh dal day.
Oper aap keh rahay hain kay insan aik makhi bhi nahi bana saktay aur idhar keh rahay hain kay Saanp bana liaye they ---------- Post added at 11:57 PM ---------- Previous post was at 11:46 PM ---------- Quote: | Quran mein yan kisi sahi hadees mein kahin nahi likha k jado mein asar manana koofar ha yan shirk ha balkeh iss k kerny walon ko kafir yan mushrik kaha ha | LOL
Un ko mushrik isi li ay kaha hay na kay wo Shirk kartay hain..
Aisay thori keh diya hay kay wo mushrik hay.. ya mushrik ki koi aur definition hay ?
Wo jado kar kay Allah ka shreek hei Thehratay hain tu isili ay tu kaha huya hay kay shirk aur kufar hay...
You again added more text in your post.. you must reply. instead of editing old replied thread.. | 
09-11-2009, 12:11 AM
|  | Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 41
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... | 
09-11-2009, 12:48 AM
|  | | | Join Date: Sep 2007 Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-15 | | Re: Jadoogar kay Jado main Asar Ho jata hay... Quote: | Allah tallah keh raha ha k Allah k elawa koi kisi ko kuch nahi keh sakta or jo yeh manta ha k Allah k elawa koi kuch ker sakta ha tu wo zalimon mein sy ha | Tu is se tu yeh baat bhi zahir ho jati hay kay . jo yeh imaan rakhay ga kay. jadogar apnay jado. antar mantar shoo sharap. Phoo, akar bakar banmbay boo waghera waghera .( jaisay Ainak walay jin main jadogar kar rahay hotay thay ) say bhi kuch nahi kar saktay.aur jo yeh manta hay kay kar saktay hain wo zalim hain.. but aap ki sab behis kiyon...... Quote: yahan Allah keh raha ha or phanki unhon ny apni rasiyan or phir kya moosa (A.S) ko rasiyan sanp nazar any lag gye kya Allah jhoot bol raha ha k unhon ny apni rasiyan phanki or wo sanp ban gye
phir Allah ny mosa (A.S) k "assa" sy sare sanp nigalwa liye | Pooray quran main kahin nahi likha huya hay kay rasiyan saanp bani thei. But wo jadogaron ka yehi moqaf tha kay unhon nay saanp bana li ay hain. but jab unhon nay daikha kay un ka jado (jhota shobada) pakra gia hay tu wo sab kay sab muslim ho gay. Allah un jadogaro ko janat naseeb karay jo jado par nahi balkay Allah par emaan lay aa ay thay Quote: | Allah shirk ko kabhi maf nahi kery ga issi liye Allah ny booton or jado kerny walon ko kaha ha kyoun k wo yeh sabit kr rahy hoty hain k sb kuch hm ny kiya ha jab keh wo tu ek makhi ko bhi nuqsan pohchny ki taqat nahi rakhty magar Allah unki azmayeh k liye k yeh mujh pr iman laty hain yan apni jhooti taqat pr allah un k jado sy kisi ka nuqsan kr sakta ha | Tu is say bhi yehi sabit huy na kay jadogar kay jado say kuch bhi nahi huya. Allah nay khud hei wo kaam ka hukum diya huya hota he , jadogar kisi bhi kisam ka nafa aur nuqsan nahi rakhta..
jaisa ke jado ke qaeleen ka imaan he...
-=-------------------------==--------------------------------===-----------------------------=====-------------------- Tamnat Bilkhair... | |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | | |
Posting Rules
| You may not post new threads You may not post replies You may not post attachments You may not edit your posts HTML code is Off | | | Best view in Firefox Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us. All times are GMT +5. The time now is 02:13 AM.
Powered by vBulletin® Version 3.8.2 Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.
| |