Re: Yahoo main nay bzupages k sab old members ka record tor dala
Hmmmm nai nay ming nahi kiya ..., aur usman + raheel bhai main koi race nahi laga raha agar main 1 post bhi karta tou us ko celebrate karta jab main nay first 100 posts ko celebrate kiya agar app ko yad hu ... kuch insaan hotay hain jo apni khusi dostun k sath celebrate karna chatay hain tou main nay bhi wohi kiya ,, but agar app ko laga k main koi race laga raha hun tou yay bilkul nahi hai ... main tou is site ka bas record bata raha tha na k kisi khas maqsad say posts kar raha hun ,, app nay bhai ka dil hi tor diya ...... gunjail bhai k comments read kar k thora honsla mila ... agar app ko yay khushi celebrate karna acha nai lagi tou ab main kiya kar sachata hun main tou aysa hi hun ......but appretiate bhi kartay han tanqeed par tanqeed mujay rona a raha hai ,, hahhahahahahha ,, artificail hansi hai bhai ... acha yay games wali thraed kahain hai plz tell me ...,
|