BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam
Islam Full of Islamic Stuff

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 62 votes, 3.65 average. Display Modes
Old 30-07-2009, 08:48 PM   #1
.BZU.
Islamic Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Comments on this
http://bzupages.com/album.php?albumi...pictureid=2698

Quote:
Originally Posted by bzu
Quote:
Allah nay muqadaar banaya.. aur usi nay jo chaha kia...
tu phir bhi Pakistani Molvi kehtay hain, Kamlee wala jo chahta hay ho jata hay .. KIYON?

Quote:
Madeenay ko ja ain yeh jee chahata hay.. muqadar bana ain yeh jee chahta hay...
Its means Allah ki tu koi value hei nahi rahi hay..
Madeenay main janay say hei muqadar ban jatay hain. Abh na aooz billah. Allah tu muqadar banata hei nahi hay..
------------
RE:
Quote:
Originally Posted by usman
hmmm ...you are absolutely right pata nahi kya ho gaya ha logon ko achay bhaly alam bhi kyoun aesa kerty hain...
-----------
RE:
Quote:
Originally Posted by bzu
Lahore main tu Aik Daata bhi hai...
jo kay loogon ko rizq bhi deta hay...
-----------

RE:
Quote:
Originally Posted by usman
hehehe
han becharay khud tu kha nahi saktay na dety hain bas...
laqin pata nahi kya dety hain thori si aqal bhi dy dain tu acha ha....
-----------

RE:
Quote:
Originally Posted by bzu
Yeh tu yeh bhi keh dete hain...
Na aoozo billah.
Quote:
Bhar do jhhooli meri ya muhammad loot kar main na jaon ga khaali.
Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali.
Quote:
Haqeqat main daikho tu khawaja khuda hay , hameen dar pay khwaja kay sajda rawa hay.
yeh Loog tu khwaja gulam fareed ko khuda mantay hain...
  Reply With Quote
Old 05-08-2009, 09:20 AM   #2
uzma
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

The answers of all of ur Qu. one by one
1- Al-Quran
Ae Paighamber keh dejiaey ager tum Allah se muhabbat rakhtay ho tu
Meri pairavi kro Allah b tum se muhabbat kray ga.(Al-Imran)
2-Al-Hadith.
Hazrat Muhammad (S.A.A.W) ne fermaya:
Tum mae se koi shaks os wakt tak Momin nhi ho skta jab tak os ko meri muhabbat
apnay Baap or apni Olad or sab logo se zeada na ho.(Al-Bukhari ,kitab ul Eman)
3-Al-Hadith
aik dafa aik shaks Hazor (S.A.A.W) k pas aya or kehnay lga ,
Ya Rasool Allah Qiyamat kab kaim ho gi?
Aap (S.A.A.W) ne fermaya:
Aray tuj pe afsos, tu ne Qiyamat k leay kia saaman tyar ker rakha hai?
wo shaks kehnay lga, Mein ne tu koi saaman tyar nhi kia sirf itni baat hai
k Mein Allah or Os k Rasool(S.A.A.W) se muhabbat rakhta hoon.
Aap (S.A.A.W) ne fermaya:
ps tu onhi k sath Qiyamat mae ho ga jin se muhabbat rakhta hai.
(Al-Bukhari , Kitab ul Adab)

Last edited by uzma; 05-08-2009 at 11:58 AM.
  Reply With Quote
Old 05-08-2009, 01:10 PM   #3
.BZU.
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Originally Posted by uzma View Post

Thanks for your answers.
But yeh samjh nahi aa e kay aap nay answer kis baat ka diya hay...

You means kay Aap SAW ki mohabbat yeh hay kay aap SAW ko na aozbillah Aisa kaha ja ay kay ap Allah kay equal lagnay lagain..
Jaisay Oper ki hades main AAP nay farmaya kay :
Quote:
Allah nay muqadaar banaya.. aur usi nay jo chaha kia...
So you want to say that Molvi aur naat khawan ki yeh baat Correct hay....
Quote:
Madeenay ko ja ain yeh jee chahata hay.. muqadar bana ain yeh jee chahta hay...

aur yeh kehnay App SAW ki perwi hay.. But daikha ja ay tu Yeh Hadees Mubbaraka ka Khulam khula Inkaar hay.

I do not think so.
Agar Allah kay rasool ki Muhabbat karni hay tu us ki perwi karo. means jo kuch aap SAW nay kiya kaha. wo karo aur jis say mana farmaya us say ruk ja o...

Quote:
1- Al-Quran
Ae Paighamber keh dejiaey ager tum Allah se muhabbat rakhtay ho tu
Meri pairavi kro Allah b tum se muhabbat kray ga.(Al-Imran)
It does not mean kay aap yeh kaho kay Yasrab kay waali. Saray nabi tere dar kay sawaali.
Jabkay Allah ka rasool SAW. Poori zindagi yeh kehtay rahay kay Allah say Maddad mango. wohi Raazik, Malik,Data,Mushkil kusha, hajat rawa, jholiyan bhar kar dene wala hay...
Aur aap SAW nay yeh bhi nahi kaha kay
Quote:
Main jhooliyan bhar kar deta rahon ga. Mere say maango...
so you want to say kay Agar hum aap kay kehnay ka ulat matlab nikal kar wo kaam karna start kar dain aur usay apni life ka hisa bana lain tu kiya yeh aap SAW say muhabbt ho gi?
  Reply With Quote
Old 06-08-2009, 09:30 AM   #4
uzma
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

ya u r right n u can say its our biggest fault n ignorarance that we dont take notice of such type of poetry i will not say Naat bcz Naat means the praise of
Muhammad (S.A.A.W) according to Sharea. One should not adore a Hpla personality in such a way that the differance between creator n creature eliminates.
actually last day i wanna give u detail ans. one by one to each sentence but time shortage n light problem......
n now also...................
  Reply With Quote
Old 07-08-2009, 06:53 AM   #5
.BZU.
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

  Reply With Quote
Old 10-08-2009, 09:01 AM   #6
uzma
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

RE:

Quote:
Originally Posted by usman
hehehe
han becharay khud tu kha nahi saktay na dety hain bas...
laqin pata nahi kya dety hain thori si aqal bhi dy dain tu acha ha....

Usman plz read out again ur above words......
bohat buri baat hai Allah k naik bndo ka yo mazak nhi oratay
---------- post edited ----------
Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali

Nazia g its ans.is
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) wo hasti hain jin k leay Allah ne ye dunya bsai
I will tell it step by step.(Hazrat Muhammad (S.A.A.W) ki digher Nabio per Fazilat)

Example:Setp:1
(Hadith)

onca Hazrat Jibraeel A.S came.Hazrat Muhammad(S.A.A.W) was sitting with
Hazrat Fatima R.A.Hazrat Jibraeel A.S said ,say salam to Hazrat Fatima R.A.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said,
Fatima tumharay Chacha saying salam
Hazrat Jibraeel A.S said, chacha nhi ,i m the one who created by Allah
Ist of all.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) smiled & said when was created u what u saw
in sarrounding.
He A.S said
There was only a star shinning there.i saw that star 72 thousand times which appear
once in 70 thousands years.
Then Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said That star was i.

Example:Step:2
(Hadith)
hazrat Adam & Hawa (A.S) ki toba some sentences ki adaigi k baad kabol hoe
when they use it in their Dua.This was

he said i saw this on Arsh in written form then
Allah k sath jis ka nam tha os yani Muhammad Hum ne os ka wasta de kr dua ki
or Allah ne hmari toba kabol ki.

Example: Step 3
Hadith.
Mairaj ki raat Baitul Muqadas mae tmam Nabio ne Hazoor (S.A.A.w)
ki amamat mae namaz perhi.

Example: Step 4
Hadith.
Hazrat Essa (A.S) ne Allah se Hazoor (S.A.A.w) k ommati bnnay ki dua ki thi ab wo AAp (S.A.A.W) k omati bn kr aiy gay or esayat ki nhi Islam ki
tableegh kray gay.

Example: Step 5
Hadith.
Qiyamat k din Hisab kiab se pehlay jo Be-chaini ki kaifiat ho gi
os k khatmay k leay tmam Nabi Hazoor( S.A.A.W) k pas jaiy gay or request kray gay
k Aap Allah se kehay or ye State or condition khatam ho or hisab kitab start ho phir Hazoor (S.A.A.w) ki sfarish pe ye amal start ho ga.

Example: Step 6
Hadith.
Hazoor (S.A.A.w) tmam Nabio k Amam hain.

now what u said? its all authentic Hadith
Not Molviuo ki ghari hoi kahania.........

Last edited by uzma; 12-08-2009 at 08:57 AM. Reason: Post edited ...
  Reply With Quote
Old 10-08-2009, 10:07 AM   #7
.BZU.
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Originally Posted by uzma View Post
RE:

Quote:
Originally Posted by usman
hehehe
han becharay khud tu kha nahi saktay na dety hain bas...
laqin pata nahi kya dety hain thori si aqal bhi dy dain tu acha ha....

Usman plz read out again ur above words......
bohat buri baat hai Allah k naik bndo ka yo mazak nhi oratay
---------- post edited ----------
Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali

Nazia g its ans.is
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) wo hasti hain jin k leay Allah ne ye dunya bsai
I will tell it step by ste
Example:Setp:1
onca Hazrat Jibraeel A.S came.Hazrat Muhammad(S.A.A.W) was sitting with
Hazrat Fatima R.A.Hazrat Jibraeel A.S said ,say salam to Hazrat Fatima R.A.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said,
Fatima tumharay Chacha saying salam
Hazrat Jibraeel A.S said, chacha nhi ,i m the one who created by Allah
Ist of all.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) smiled & said when was created u what u saw
in sarrounding.
He A.S said
There was only a star shinning there.
Then Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said That star was i.

Example:Step:2
Once
you want to say that .. pora quran Allah ki traf se ghalat bhaija hay... na aoz billah
aur yeh Aik molvi ki ghari hoi kahan sach hay...
Quran majeed main kaafi baar aya hay kay , ay muhammad in (Uzma jaisay) logon say keh diji ay kay main tumhari trah ka bashar hon. aap nay tu Star bana diya.

Jo kay mere khiyal main Hindon ka nazriya hay kay Insan marnay kay baad star kar jata hay.

But sach tu yeh hay kay aaj kal quran ki sunnta koon hay.

Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali
Allah kehta hay kay main deta hon. aur aap kaho, kay aik yasrab kay waali Aap SAW hain wohi dete hain. yeh koi baat hay karnay wali, uzma! kia aap Quran par beleive karti ho ja yeh Ghari hoi kahaniyon par?

---- Baaqi reference usman bhai dain gay.
  Reply With Quote
Old 10-08-2009, 03:02 PM   #8
usman_latif_ch
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Surat Yousaf Aeyat No 109:

"Ap (S.A.W) sy pehlay hum ny mard he rasool bhejay or wo inhi bastiyuon k rehnay walay thay"

Surat Ibrahim Aeyat no 10

"unhon ny kaha k tum tu hum jesy he insan ho"

Surat Ibrahim Aeyat no 11

"In k peghamberon ny in sy kaha yeh tu sach ha k hum tum jesy insan hain"

Surat Al Ambiya Aeyat no 7

"or ap (S.A.W) sy qabal hum ny jitny rasool bhejay wo sb mard thy"

Surat Al kahaf Aeyat no 110

"(Aa Muhammad (SAW)) elan kr dijiye k mein tu tum jesa he ek insan hn"

Surat Bani Israel Aeyat no 95-94

"logon k pass hadayat pohanch chuknay k bad iman sy roknay wali yehi cheez rahi k unhon ny kaha kya Allah ny ek insan ko he rasool bana kr bheja, Ap (S.A.W) keh dayn k agar zameen mein faraishtay chalty phirty or rehty bastay hotay tu hum bhi in k pass kisi asmani farishtay ko rasool bana kr bhejtay"
---------- post edited ----------
Quote:
Originally Posted by .BZU. View Post
Surat Al Inam Aeyat no 17

"Agar Allah tujhay koi takleef pohchana chahay tu iss takleef ko Allah k siwa koi door nahi kr sakta or agar bhalai kerna chahay tu bhi hr cheez pr qadir ha"

Surat Al Namal Aeyat no 62

"kn ha jo be qarar ki dwa sunta ha jabkeh wo issy pukaray or kn iss ki takleef ko rafah kerta ha or kn ha jo tumhein zameen ka khalifa banata ha kya Allah k sath koi or illah bhi ha?"

Surat Al Aeraf Aeyat no 194

"jin logon ko tum Allah k siwa pukarty ho tu wo tumhari he terhan k bandy hain agar tum (apny daway mein) sachay ho tu zaroori ha keh (jab) tum unhain pukaro wo jawab dayn"

Surat Al Nahal Aeyat no 20-21

"or Allah k siwa jinhain yeh pukarty hain wo koi cheez kya khak paida karain gy jabkeh wo khud paida kiye gye hain-wo murday hain zinda nahi inhain yeh bhi nahi pata keh dobara kab uthaye jayn gy"

Last edited by usman_latif_ch; 10-08-2009 at 03:02 PM. Reason: Post edited ...
  Reply With Quote
Old 12-08-2009, 08:59 AM   #9
uzma
Islamic Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali

Nazia g its ans.is
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) wo hasti hain jin k leay Allah ne ye dunya bsai.Es k mutalik different Hadith k mafhom ye hain.
I will tell it step by step.
(Hazrat Muhammad (S.A.A.W) ki digher Nabio per Fazilat)

Example:Setp:1
(Hadith)

onca Hazrat Jibraeel A.S came.Hazrat Muhammad(S.A.A.W) was sitting with
Hazrat Fatima R.A.Hazrat Jibraeel A.S said ,say salam to Hazrat Fatima R.A.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said,
Fatima tumharay Chacha saying salam
Hazrat Jibraeel A.S said, chacha nhi ,i m the one who created by Allah
Ist of all.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) smiled & said when was created u what u saw
in sarrounding.
He A.S said
There was only a star shinning there.i saw that star 72 thousand times which appear
once in 70 thousands years.
Then Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said That star was i.

Example:Step:2
(Hadith)
hazrat Adam & Hawa (A.S) ki toba some sentences ki adaigi k baad kabol hoe
when they use it in their Dua.This was

he said i saw this on Arsh in written form then
Allah k sath jis ka nam tha os yani Muhammad Hum ne os ka wasta de kr dua ki
or Allah ne hmari toba kabol ki.

Example: Step 3
Hadith.
Mairaj ki raat Baitul Muqadas mae tmam Nabio ne Hazoor (S.A.A.w)
ki amamat mae namaz perhi.

Example: Step 4
Hadith.
Hazrat Essa (A.S) ne Allah se Hazoor (S.A.A.w) k ommati bnnay ki dua ki thi ab wo AAp (S.A.A.W) k omati bn kr aiy gay or esayat ki nhi Islam ki
tableegh kray gay.

Example: Step 5
Hadith.
Qiyamat k din Hisab kiab se pehlay jo Be-chaini ki kaifiat ho gi
os k khatmay k leay tmam Nabi Hazoor( S.A.A.W) k pas jaiy gay or request kray gay
k Aap Allah se kehay or ye State or condition khatam ho or hisab kitab start ho phir Hazoor (S.A.A.w) ki sfarish pe ye amal start ho ga.

Example: Step 6
Hadith.
Hazoor (S.A.A.w) tmam Nabio k Amam hain.

now what u said? its all authentic Hadith
Not Molviuo ki ghari hoi kahania.........

Last edited by uzma; 12-08-2009 at 09:29 AM.
  Reply With Quote
Old 12-08-2009, 04:42 PM   #10

Pehli bat tu yeh ha k....
Agar yeh sb authentic ahadeees hain tu inka reference bhi plz quote karain kisi bhi bat per hadith likh deny say wo hadees nahi ho jati or sath plz kisi bhi asal hadees ko apni wording mein likh kr wsko hadees nahi kehna chaheya hadees apni asal wording mein likhni chaheya jesy ki waise he. or ap ko pata ha yeh kitna bara gunnah ha k kisi bhi bat per bina jany hadith likh dena...
ap in hadith ka reference quote karian or jahan tk bat ha inki tu yeh hamari baton ka jawab tu nahi hwa unka jawab tu dayn jo mein ny quran ki aeyat ko quote kien hain....

  Reply With Quote
Reply

Tags
allah, aur, banaya, chaha, hadees, kiya, muqadar, nabvi, nay, usi

Thread Tools Search this Thread
Search this Thread:

Advanced Search
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 07:04 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.