View Single Post
Old 10-08-2009, 10:07 AM   #7
.BZU.
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Originally Posted by uzma View Post
RE:

Quote:
Originally Posted by usman
hehehe
han becharay khud tu kha nahi saktay na dety hain bas...
laqin pata nahi kya dety hain thori si aqal bhi dy dain tu acha ha....



Usman plz read out again ur above words......
bohat buri baat hai Allah k naik bndo ka yo mazak nhi oratay
---------- post edited ----------
Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali


Nazia g its ans.is
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) wo hasti hain jin k leay Allah ne ye dunya bsai
I will tell it step by ste
Example:Setp:1
onca Hazrat Jibraeel A.S came.Hazrat Muhammad(S.A.A.W) was sitting with
Hazrat Fatima R.A.Hazrat Jibraeel A.S said ,say salam to Hazrat Fatima R.A.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said,
Fatima tumharay Chacha saying salam
Hazrat Jibraeel A.S said, chacha nhi ,i m the one who created by Allah
Ist of all.
Hazrat Muhammad(S.A.A.W) smiled & said when was created u what u saw
in sarrounding.
He A.S said
There was only a star shinning there.
Then Hazrat Muhammad(S.A.A.W) said That star was i.

Example:Step:2
Once
you want to say that .. pora quran Allah ki traf se ghalat bhaija hay... na aoz billah
aur yeh Aik molvi ki ghari hoi kahan sach hay...
Quran majeed main kaafi baar aya hay kay , ay muhammad in (Uzma jaisay) logon say keh diji ay kay main tumhari trah ka bashar hon. aap nay tu Star bana diya.

Jo kay mere khiyal main Hindon ka nazriya hay kay Insan marnay kay baad star kar jata hay.

But sach tu yeh hay kay aaj kal quran ki sunnta koon hay.

Quote:
Yasrab kay waali .. saaray nabi tere dar kay sawaali
Allah kehta hay kay main deta hon. aur aap kaho, kay aik yasrab kay waali Aap SAW hain wohi dete hain. yeh koi baat hay karnay wali, uzma! kia aap Quran par beleive karti ho ja yeh Ghari hoi kahaniyon par?



---- Baaqi reference usman bhai dain gay.
  Reply With Quote