|
Islam Full of Islamic Stuff |
| Thread Tools | Rating: | Display Modes |
12-08-2009, 06:39 PM | #11 | |
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... Quote:
Uzma ko itni saari Qurani Ayat par Imaan nahi hay... but un Wrong Ahadees par bara beleive hay... This shows that She want to say .. kay Allah nay Quran Nahi utarna chahi ay tha. Bas Wrong ahadess in kay li ay kaafi hain... Uzma.. Just answer .. kay quran majeed Allah nay kis li ay utara hay. Aur yeh bhi answer do kay Oper usman nay jo Ayat Likhi hain . kiya yah na aoz billah Jhooti hain? because you do not want to beleive on them. Yes we know kay aap SAW ki Baaqi Nabi say ziyda fazilat hay... But iss trah say nahi jis trah aap biyan kar rahy ho.. Kay Nabi say maango. App SAW dosaray prophets ko rizq detay thay... Islam main Jhoot bolti ho. Because Allah aur App Saw kehtay hain kay Sirf Allah hei aisa karta hay..... Agar koi banda aisa kehta hay ., mera nahi khiyal kay wo muslim ho ga. ------ Christen bhi kehtay hain kay Essa. A.S Allah kay barabar hain. agar aap un ko muslim nahi kehtay tu . wo bhi muslim nahi hay . Jo yeh kahay kay Allah kay piyaray Rasool Muhammad SAW ki fazilat Allah kay barabar hain. ----- Jo Muslim nahi hay . wo jahanam main jalay ga. abh agay maerzi hay.... | ||
13-08-2009, 09:18 AM | #12 |
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....
Mam above quote ki hoe hadith mae ye kaha kis jaga per Mein ne Mention kia hai k 1-Hazoor (S.A.A.W) tmam Nabio ko rizk detay hain? 2-Mein ne kab kaha hai k usman ne jo ayat ka refr. dia hai wo wrong hai? 3-Above hadith mae kon c shirk wali baat hai ? 4-kab kaha k Hazoor (S.A.A.W) ka Rutba Na aoz billah Allah k braber hai just clear that points Usman g ofcourse i will give u all refr. bcz all r athantic i feel no shame & fear to describe it all ok now i m out of city Insha Allah after coming back i will give u refr. about till Monday. or post ka start kindly aik dafa or ghor se with full attention parh lo ok Nazia g baat se baat nikalna khob baat hai lekin abt Islam plz think abt it. Baita g kisi pe kufer ka fatwa..............? kehnay ko tu boht kuch hai bt ............... sensibility se baat ko understand kerna or react krna this is time requirment & this is Islam say in the case of religious conversation. | |
13-08-2009, 02:56 PM | #13 | ||||||
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... Quote:
kyoun k jesay apny hadees likhi hwi hain wo apki apni bat lag rahi ha may be thk hon apki batain laqin quotes zaroor karain mein verify kerna chahta hn or apko inka answer dena chahta hn... or ek bat yeh bhi wazeh kar dayn ap in ahadees sy kya conclusion nikal kr batany ki kooshis ker rahi hain kyoun k mein ny jo quranic aeyat quotes ki hain wo iss thread ki pic mein jo likha ha ws per hain or ws per hain jo kuch shirkiya lines nazia ny quotes ki thein Quote:
Quote:
| |||||||
13-08-2009, 05:19 PM | #14 | ||||||||||
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... Uzma aik banda kahay kay main yeh batain manta hon aur in ko true prove karnay kay li ay, kuch jhooti man gharat ahadees paish kar raha hon... .. Quote:
Quote:
off course nahi bolo gi... but tell me what is wrong kay agar main nay aisa bool diya tu? is kay baad bhi abhi tak aap un Ahadees ko quraan majeed ki ayat kay muqablay main lanay ki koshish kar rahi ho... jab wahan par yeh likha hei nahi huya hay then why you want to say this? Quote:
(Rizq dena means jo kuch Dossaray nabion. ko chahi ay hota tha tu wo nabi kay dar par sawal kartay thay aur un ko wo cheez mil jati thei. Chahi ay wo rizq ho chahay ay koi bhi madad . chahiye wo Mossa Kaleem Ullah (Allah say kalam karnay wala) ka Firoon say bach niklna ho ya chahi ay wo namrood ki jalai hoi aag ka Ibraheem A.S kay li ay Thandi ho jana ho) Aap kay mutabiq Muhammad S.A.W Jhooli bhar kay deta hay tu hum kehtay hain kay Allah tala aise karta hay. its means you want to say that kay Allah ki sifatPiyaray nabi kareem SAW main bhi hay... Quote:
Quote:
Quote:
then 40 years ki ummar main aap SAW par Pehli wahi naazil hoi.. Quote:
Quote:
Quote:
Ajj BZUPAGES par Irfan bhai nay aik Buhut achi baat share ki... Quote:
I wana be Ali R.A. LOL. ban tu koi bhi nahi skta.. but koshish tu ki ja sakti hay na, huq baat kehnay main kia harj hay.. | |||||||||||
13-08-2009, 09:15 PM | #15 | |||||||
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....
Alsalam O Alaikum & Walaikum Salam ... :D First of all I want to clear that we should not call any hadith a proved one if it is against wording of Quran & God ... and of course should not follow it... Jo kuch hay Quran main hay ... Hadith sirf woh kaam karnay ka tareeka batati hay... Nothing new is defined in Hadith if that does not exist in quran (I beleive this ...) "This day, I have perfected for you your religion , completed my favours upon you and chosen for you Islam as your religion." (AI-Ma'idah 5:4) "To proceed with: The best speech is the book of Allah, the best guidance and example is that of the prophet (SAW) and the worst of all things are the innovations, and every innovation is deviation." (Muslim) now some answers for Uzma ji :D Quote:
Because Allah had Created Hazrat Adam First not Hazrat Muhammad... I am again quoting the reference of Quran which was quoted by Usman ... Quote:
Matlab yeh keh agar Hazoor (SAW) star hain tu hum bhi star hain ... If we are "INSAN" then God has sent a Star to Conflict with His own Ayah? Now a refernce for Usman's This Saying :D Quote:
Quote:
Quote:
Quote:
It just mean to follow Muhammad (SAW) Quote:
Thanks :D | ||||||||
14-08-2009, 07:24 AM | #16 |
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... | |
01-09-2009, 08:51 PM | #17 | |
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... Quote:
Uzma sis...aaap shyad Quran-e-Kareem ki baat ko sun kar hum say naraz ho gai hay 3 weeks Honay ko hain abhi tak monday nahi aya .. Please aap aa ja ain na wapis.... nahi tu... Surat Bani israel aeyat no 81 "Or elan kr do haq aa gaya or batil bhag khara hwa or batil tu ha he bhag nikalny wala" Chalo koi nahi Quran paak ko nahi man na na manay.. But hum sab friends nay naraz tu na hon na khush rahay ... But aik bat Allah kay saath kisi ko Shareek na thehrana... Chahay wo Allah kay Siwa (Mindo nillah) koi bhi hasti ho.. usay Allah ka shareek na thehrana. Because
| ||
01-12-2009, 11:35 AM | #18 | |
Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya.... Quote:
i wish you will be back soon.. | ||
Tags |
allah, aur, banaya, chaha, hadees, kiya, muqadar, nabvi, nay, usi |
Thread Tools | Search this Thread |
Display Modes | Rate This Thread |
|