
09-10-2009, 10:23 AM
|
 | Irfan Shah (ISB) | | Join Date: Nov 2008 Location: Islamabad
Posts: 1,333
Contact Number: Awain Program / Discipline: MBA(IT) Postgraduate Class Roll Number: Lay | |
Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha
Aaj kajal jo lagaya to bohat yaad aaya
Jis kay aanay say sajati thi daro baan kabhi
Aaj ghar ko jo sajaya to bohat yaad aaya
Kabhi ajata tha phool meri zulfon main
Aaj apnay hathon say jo sajaya to bohat yaad aya
Har eid pay milta tha us ka pyar bhara khat
Es eid par jo na paya to bohat yaad aaya
__________________ Everyone is going to hurt you sooner or later,You just have to decide whose worth the pain |