Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha Aaj kajal jo lagaya to bohat yaad aaya Jis kay aanay say sajati thi daro baan kabhi Aaj ghar ko jo sajaya to bohat yaad aaya Kabhi ajata tha phool meri zulfon main Aaj apnay hathon say jo sajaya to bohat yaad aya Har eid pay milta tha us ka pyar bhara khat Es eid par jo na paya to bohat yaad aaya |
Re: Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha Aaj kajal jo lagaya to bohat yaad aaya Nice poetry. I like this verse. |
All times are GMT +5. The time now is 05:40 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.