View Single Post
  #1  
Old 09-10-2009, 10:23 AM
irfishahpk's Avatar
irfishahpk irfishahpk is offline
Irfan Shah (ISB)

 
Join Date: Nov 2008
Location: Islamabad
Posts: 1,333
Contact Number: Awain
Program / Discipline: MBA(IT) Postgraduate
Class Roll Number: Lay
irfishahpk will become famous soon enoughirfishahpk will become famous soon enough
Heart Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha

Woh jo rehta tha meri aankh main kajal ki tarha
Aaj kajal jo lagaya to bohat yaad aaya

Jis kay aanay say sajati thi daro baan kabhi
Aaj ghar ko jo sajaya to bohat yaad aaya

Kabhi ajata tha phool meri zulfon main
Aaj apnay hathon say jo sajaya to bohat yaad aya

Har eid pay milta tha us ka pyar bhara khat
Es eid par jo na paya to bohat yaad aaya

__________________
Everyone is going to hurt you sooner or later,You just have to decide whose worth the pain
Reply With Quote