04-12-2011, 08:36 PM
|
| Senior Member | | Join Date: Sep 2008 Location: Lahore Age: 39
Posts: 6,663
Contact Number: 03009441339, 03334146191 Program / Discipline: Engineering Class Roll Number: BME-01083029 (The University Of Lahore) | |
bebasi ka chirag jala diya hai kise bujhay ga tuhi chala gaya hai bebasi ka chirag jala diya hai
kise bujhay ga tuhi chala gaya hai
apne rang sub to be-rang kar gaya hai
mere dil pe gherey zakham chor gaya hai
har nashe se zada hai tera nasha
ab mujhy na mile tu to laho kar don ga jism apna
apne dard mitaon ga sub ise tarhan
zarorat parhi to dil hi nikal donga apna
kash jeene ka koi sahara chora hota
bas ek bond pani ki talab thi mujhy koi kinara khali to chora hota
jan lene hi thi to koi asam tarika chuna hota
wafa ka wada kar k bewafai ka rasta to na chuna hota
tanha kuch is tarha tune mujhy chora
k kabar main ja kar hi aya maza
sawal mujhse pochay ja rahy the hazaron
phir bhi jawab main main ne tera hi naam pukara
itna kiu kiya mujhy goumra
k na duniya k ho paya na akharat ka
ab sawal karta hon bas tujhse bs yahi
is toote dil ko khochalne main maza kitna aya... |