bebasi ka chirag jala diya hai kise bujhay ga tuhi chala gaya hai bebasi ka chirag jala diya hai kise bujhay ga tuhi chala gaya hai apne rang sub to be-rang kar gaya hai mere dil pe gherey zakham chor gaya hai har nashe se zada hai tera nasha ab mujhy na mile tu to laho kar don ga jism apna apne dard mitaon ga sub ise tarhan zarorat parhi to dil hi nikal donga apna kash jeene ka koi sahara chora hota bas ek bond pani ki talab thi mujhy koi kinara khali to chora hota jan lene hi thi to koi asam tarika chuna hota wafa ka wada kar k bewafai ka rasta to na chuna hota tanha kuch is tarha tune mujhy chora k kabar main ja kar hi aya maza sawal mujhse pochay ja rahy the hazaron phir bhi jawab main main ne tera hi naam pukara itna kiu kiya mujhy goumra k na duniya k ho paya na akharat ka ab sawal karta hon bas tujhse bs yahi is toote dil ko khochalne main maza kitna aya... |
All times are GMT +5. The time now is 07:52 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.