View Single Post
Old 30-01-2010, 03:35 PM   #2
.BZU.
Default Re: Tahir-ul-Qadri's Fatwa, but what about the American Agents..

Listen here; Do not Celebrate Festival of Non muslims, Speech by Sheikh Touseef ur Rahman


Quran majeed main hay kay; Yahod aur nasara ko kabhi dost na banana, aur na hei yeh dono muslims kay dost ho saktay. But I do not know uncle tahir konsay quran majeed ki baat per amal kartay hain...

Sajda wali baat bhi yeh kehtay hain kay insan ko sajda karna jaiz hay. jaisa kay inhon nay apni Video bhi banwai aur sajda karwa kar sab logo ko example bhi dikha di..
Halakan kay quran majeed main saaf saaf likha hay kay Maqamat e sajda sirf Allah kay liye.

-----------
Agar koi inn say pochh bhi lay kay tum quran ki naffi kion kar rahay ho tu, answer yeh milta hay
Is ayat main jo Posheeda meaning hain hum us per amal kar rahay hain
----
But quran majeed apni gawahi khud deta hay kay yeh kitaab asan alfaz main likhi gai hay. takay loog is ko samjh sakay.
-------------------------------
Allah hum sab ko quran aur sahi hadees samjhanay aur us ke ahkamat per chalnay ki tofeeq atta farmay. Ameen.


---------- Post added at 03:35 PM ---------- Previous post was at 03:30 PM ----------

Salgirah manana Islam main jaiz nahi, Agar yeh kaha jaye kay yeh islam main hay tu yeh Bidat hay. Because na kisi sahabi nay kisis nabi ki salgirah manai, na kisi Nabi nay kisi dosray nabi ki salgirah manai. Then yeh Alama tahir ul qadari konsay islam per yaqeen rakh kar Nabi kareem SAW aur Essa A.S ki salgirah mana rahay hain?

Afsoos...
  Reply With Quote