Jo challa gaya mujhe chor k
Main khabi na ussko bhulla sakka
Wohi Doorian , wohi Faslay
Main khabi na innko mitta sakka
Kya usse bhi mujhe say Pyar tha......
Ya Tabbasum uss ka Shaar tha
Wo koi Ajeeb Sawwal tha?
Jo meri samajh nmain na aa sakka
Meri Zindagi ka sakoon tha woh
Mere Dil ka ik Janoon tha woh
Meri bandagi mera Pyar tha
Yehi baat na main btat sakka
Yehi sochta tha main raat bher
Jo khabi mille ga wo Raah per
Tu keron ga uss say shikkayatein
Wo milla tu Lab na hilla sakka
Usse main Dil ki baat tak na btta sakka....