Download Mera Dil Badal Day.mp3
Lyrics:
Mara dil badal day mara dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Mara ghaflat mai dooba dil badal day
Khudaya Fazl farmaa dil badal day
dil badal day dil ki dunya dil badal day
Mara ghaflat mai dooba dil badal day
Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun
Badal day Mera rasta dil badal day
Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
Maza aajaye Maula dil badal day
Mara ghaflat mai dooba dil badal day
Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day
Mara ghaflat mai dooba dil badal day
Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
Tu apna ghum ata kar dil badal day
Mara ghaflat mai dooba dil badal day
mara dil badal day mara dil badal day
Para houn Teray dar par dil shikasta
Rahoun kyu dil shikasta dil badal day
Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day
Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day
Mara ghaflat main dooba dil badal day
Mara ghaflat main dooba dil badal day