BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

Go Back   HOME > Welcome to all the Students > Islam > Online Islamic Books
Online Islamic Books Download and Read online Islamic books



Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Old 09-11-2009, 11:36 PM   #11
.BZU.
Default Re: Sehar Jadoo Main Asar Manna Kufar Aur Shirk He . Written by Dr Basheer Ahmed

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
Surat Al Baqra Aeyat no 102

"Or wo dono unko kuch nahi seekhtay thy jab tk keh yeh na keh dayn k ham "zeryah e azmaesh" hain tum koofar mein na pero' garz log insy aesa jado seekhty
Seekhnay Sikhanay walon ko tu chooro, jado main asar ki baat ho rahi hay, yeh baat tu haq hay kay frishtay insan nahi ho saktay aur logon kay pass aa kar logon ko nabiyon kay khilaf ilam nahi sikhate, agay aap ki marzi hay, chahay aap manay jado Allah nay nazil kia ya logon ka banaya huya hay...

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
Surat Al Baqra Aeyat no 102

jis sy mian biwi mein judai dal dayn or Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy or kuch aesy (mantar) seekhty jo inko nuqsan he pohchty or kuch faida nahi or jis cheez k eewaaz unhon ny apni jaanon ko baich dala wo buri thi. kash wo iss bat ko janty
Okay lets see... what you want to say
Jaddo kay manter seekhnay say koi faida nahi hota tha, laikin jaddo se miyan biwi main judai ho jaati thei.


Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
yani ap k kehnay ka matlab ha wahan two sheetan thy jo aesa kerty thy or logon sy kehty thy k ham Allah ki taraf sy zaryah e azmaesh hain...is it?

laqin mujhy tu iss aeyat ki yeh smjh ai ha k Allah ny suleman (A.S) ko jinaat, hawaon or sb janwaron ki boliyan seekhai thein or un par hukamrani di thi tu log smjhty thy k yeh jado ghar hain jab keh yeh tu Allah ki taraf tha, tu Allah ny kaha k suleman (A.S) ny koofar nahi kiya na he farishton ny jab keh wo tu sirf logon k liye zaryah e azmayeh thy
log in sy pehlay sheetanon sy jado seekhty thy tu Allah ny kaha ha frishton ny koofar nahi kiya balkeh sheetanon ny kiya jab k wo fraishty tu logon k liye zaryeh azmaesh k liye thy

Hence proved...
Aur aap maan lijiye kay:
Frishtay jadoo sikhatay thay.aur frishton ki jo shaan Allah nay biyan ki hay ,wo sab ghalti say likhi gao he .frishtay Nabiyon kay pass Allah ka pigham e haq lay kar nahi atay. balkay logon kay pass atay hain aur Unhain Allah kay nabiyon kay Khilaaf kaam karnay ko kehtay hain (Azmaish main jo ho ay becharay)..
aur Jado ka kalam Allah nay Frishton kay zariyon utara hay. aur Jado karna karana kufar o shirk bhi hay. aur Noori Makhlooq Frishton ka sikhaya giya hay. (chahay zariya azmaish bana kar hei sikhaya giya ho)

Yeh baat sheetan bhi nahi keh saktay hain kay hum zariya azmaish hain. aur sirf frishtay hai zariya azmaish hotay hain. (But Allah kehta hay kay frishtay hamesha Haq lay kar utrtay hain, Kufar aur shirk nahi) , baqi makhloq zariya azmaish nahi hoti hay hay.. that is end of the story. I am closing this thread right now.

Aap kay li ay aap ka deen theek hay aur mere li ay mera deen (Saari Taqtain aur alimulghaib Allah paak ki zaat hei, us ka koi sharik nahi, na jadoo, na jin, na but, na Peer, na taweez, na faqeer, na insan , na nabi, na sideeq, na shaheed)...

Aap ki tashreeh aap janain. Meri tshreeh ka mujay pata hay...

Name:  kafiroon.JPG
Views: 9725
Size:  37.5 KB


barhal meri interpretation Quran ki ayaat ko apas main Takra nahi rahi. Aap Ki interpretaion, Quran ki ayat ko kia Usi aik hei ayat ko usi kay saaath takra rahi hay,
Yeh meri interpretation hay


Aur aap ki interpretation kia hay lets see. Frishton nay kufar nahi kia, Shetano nay kufar kia... Jabkay frishtay Jado sikhaya kartay thay, aur frishtay Jado ka ilam nechay lay kar utra kartay tha. Jado kay kufria kalemat say wo loog kuch faida, nuqsan nahi day saktay tha.But Jadoo kay asar ho jata hay. aur wo kufria kalemat say Nuqsanat ho jatay hain.
  Reply With Quote
Old 10-11-2009, 06:30 PM   #12
usman_latif_ch
Default Re: Sehar Jadoo Main Asar Manna Kufar Aur Shirk He . Written by Dr Basheer Ahmed

Aap ki tashreeh aap janain. Meri tshreeh ka mujay pata hay...(Same for You)
Best of luck



Ae Mere RUB Beshak tu jo b bhalai meri taraf utare ga, mai uska mohtaj hon
(ALQASAS-24)

Ae mere RUB Mai tujhe pukar k kabhi mehrom nahi raha
(MARIUM-4)

Ay Allah mein ny jo kaha agar galat kaha mujhay maf kerna mein ny apnay ilm k mutabiq haq ko smjhnay ki kooshish ki or jahan tk ho saka smjhanay ki bhi laqin agar mein galat hn tu mere dil sy yeh galat bat nikal dy or agar yeh galat ha tu inko bhi hadayat atta kerna (Ameen)
  Reply With Quote
Reply

Tags
ahmed, asar, aur, basheer, jadoo, kufar, main, manna, sehar, shirk, written


 
 

Best view in Firefox
Almuslimeen.info | BZU Multan | Dedicated server hosting
Note: All trademarks and copyrights held by respective owners. We will take action against any copyright violation if it is proved to us.

All times are GMT +5. The time now is 06:42 PM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.