02-07-2009, 08:50 AM | #1 |
Azaan Duniya main har waqt goonjne wali aawaz! Fajar ki azaan ka aaghaz 'Indonesia' say shuru ho kar samatra or malaaya puhunchta hay, Sirinagar or sialkot main Fajar ki azaan ka waqt ek hi hay, baad main Quetta or Karachi ka hay, Fajar ki azaan Behr e Oquiyanoos puhunchne tak Indonesia main zohar ki azaan ka waqt ho jata hay. Kur'ra e arz par aik second bhi aisa nahi guzarta jab azaan na ho rahi ho. ***********ALLAH O AKBAR********* | |
Tags |
azaan |
|