![]() |
| ||||||
| Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
![]() |
| | Thread Tools | Rating: | Display Modes |
| |
| | #1 | ||
| Quote:
tu is ayat say yeh Sabit na karain kay, jado kay kuria kalemat say kuch ho jata tha... Please Quote:
Jee haan sheetan thay... Agar wo farishtay hotay tu. frishton nay kufar kia hay... But Allah tala nay isi hei ayat main pechay tasdeeq ki hay (aap us ka translate bhi highlight kare kay paste karnay na . Please) Na hei Saleman A.S nay kufar ki hay. aur na hei Frishton nay kufar kia hay. Jabkay sheetano nay kufar kiya hay... Kia yeh Allah nay nahi kaha? Agar nahi kaha tu phir aap yeh baat man lo kay Frishtay jadoo sikhatay thay.aur frishton ki jo shaan Allah nay biyan ki hay ,wo sab jhooti shaan hay.frishtay Nabiyon kay pass Allah ka pigham e haq lay kar nahi atay. balkay logon kay pass atay hain aur Unhain Allah kay nabiyon kay Khilaaf kaam karnay ko kehtay hain.. aur Jado ka kalam Allah nay utara hay. aur agar Allah nay yeh kaha hay sleman A.S and frishton nay kufar nahi kia: tu har muslmaan ko yeh baat manna lazim hay kay sheetan jadoo seekhatay thay, jaisa kay 2 wali baat hay . wo isiliye likha giya hay kay kisi 2 frishton per jado nazil nahi kia giya. Waisay Main nay aap ko aik aur book parhnay kay li ay kaha tha. (jis ka aap nay reply diya kay is trah ki main nay hazaron books parh rakhi hay). us main sab kuch explain kia giya hay. aur wo book surah baqrah ki isi ayat ki base par likhi hoi hay... | |||
|
![]() |
| Tags |
| ahmed, asar, aur, basheer, jadoo, kufar, main, manna, sehar, shirk, written |
| |