|
Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
| Thread Tools | Rating: | Display Modes |
|
09-11-2009, 04:33 PM | #1 | ||||
Re: Sehar Jadoo Main Asar Manna Kufar Aur Shirk He . Written by Dr Basheer Ahmed Quote:
Hmmm...Aik tu yeh molana sahab yeh keh rahay hain Surah baqra ki ayat 102 main yeh keh rahay hay kay frishtoon nay kufar nahi kia. sheetano nay kufar kia jo kay logon ko jado sikhatay thay.. Then agay ye kiyon kaha ja raha he kay Frishtay logon ko jado sikhaya kartay thay. means frishton nay jado sikhanay ka kufuar kia.? Halankay Pori islamic history chaan li ja ay tu . Yeh baat saaf saaf zahir ho jati hay kay frishtay nabiyon kay pass Allah ka peghame haq lay kar aatay hain . na kay Mushrakeen kay pass aa kar. Un ko Nabiyon kay khilaf kartay hain... Nabi SAW par jadoo ka asar man lena.. means . Aap SAW jado zada ho gay thay. jaisa kay Maka kay mushrkeen kehtay thay... Jab. Khulfa Rashedeen nay Jadogaron ko zinda dafan karnay ka hukam diya (Because kay wo logon ka eman kharab kartay thay) tu tab wahan un jadogaron ka jado kahan giya tha.. tab bhi jadogar apnay jado kay asar say apnay aap ko bacha saktay thay na. ya phir yeh man na paray ga kay jadogaron kay jado ka koi asar nahi hota hay. Balkay Allah tala jo marzi karay wohi hota hay...Allah tala ko apnay kaam karnay main kisi jadogar kay jantar mantar parhwanay ki zarorat nahi hoti hay. jo bhi hot ahay Allah apni traf say hei karta hay. Jadogar ki majal nahi kay wo Allah ko apna kaam karnay par majboor karday.. Jaisa kay is ayat main aap baar baar quote kar rahay hain. sirf jado main asar sabit karnay kay li ay... see here: piyary nabi SAW par koi jado ka asar nahi huya. balkay yeh kay. Jo bhi takleef App SAW par aa e wo tu Allah tala ki traf say hei thei. kisi jadogar kay jantar mantar ki traf say nahi... | |||||
Tags |
ahmed, asar, aur, basheer, jadoo, kufar, main, manna, sehar, shirk, written |
|