|
Online Islamic Books Download and Read online Islamic books |
| Thread Tools | Rating: | Display Modes |
25-10-2009, 03:07 PM | #21 | |
Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
Takrao gay tu aap .. na... i can wait for those words. to kay quran ki is baat ki nafi kar rahay hon kay. Jadogar ka jado dhoka nahi.. Jadogar ko bi Allah nay itni takat di hay kay wo jo kuch marzi chahay kar sakta hay. (yeh baat har wo shakash manta hay jo kay kehta hay kay jadi haq he) CYA... | ||
25-10-2009, 03:15 PM | #22 | |
Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
Allah ny yehi kaha ha jo uper quote kiya gaya ha Allah ny kaha ha jado ghar kamyab nahi ho sakta han nahi ho sakta mein bhi manta hn Allah ny kahin nahi kaha jado ghar ka jado asar nahi kerta or apny apni tashreeh sy bana liya nahi kerta | ||
25-10-2009, 03:24 PM | #23 | |
Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
Allah nay saaf saaf keh diya hay kay jadoo say wo kuch faida hasil nahi kar saktay thay... Tu is say aqalmand insan ko khud hei samjh aa jani chahi ay kay. jadoo kay antar mantar (kalemat) main koi asar nahi hoga . isili ay tu Allah khula elaan kar raha hay kay wo jantar mantar , un ko kuch faida nahi dete thay... phir aap taweez ko shirk kiyon kehtay ho? buton ki poja karnay main asaar man nay walay ko mushrik kiyon kehtay ho? un ka bhi tu quran main nahi zikar na... Shirk hay isli ay kay aap yeh kehtay ho kay jadogar . Allah ki trah sab kuchh kar sakta hay tu yeh Shirk nahi hay... Baaqi sab shirk hay? Wah aap ka emaan.... | ||
25-10-2009, 05:10 PM | #24 | |
Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
abhi yeh masla tu hal kr lo taweez ka khud he ho jye ga | ||
25-10-2009, 10:08 PM | #25 | |
Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
nazar-e-bad ko mindo nillah mantay ho. etc jo sab shirk oper biyan ki ay gay hain. un kay kuch karnay ko agar is li ay shirk kehtay ho kay wo mindo nillah hay? tu aap ko yeh baat samjh main kiyon nahi ati kay Jado ko bhi mindo nillah kaho... Aap kehtay ho kay jadogar ko itni taqat di hay.tu mindonillah sirf Baaqi cheezain hain? is main Jadogar ka asar shamil nahi. Phir tu Allah ko kehna chahi ay tha kay Mindo nillah (but jadogar is not mindonillah) kiyon jadogar ko baqool aap kay Allah nay har kaam karnay ki taqat di hay. tu yeh bat sabit ho jati hay kay aap jadogar ko Allah ka shreek man rahay ho. agay aap ki marzi hay jsi trah say marzi shareek banao. I have search a book about jado , insha Allah yeh book ap ki jado ki tehqeeq main aap ki help kar saky, not written by me... here it is.. Qissa Haroot Maroot Aur Jadoo Ki Haqeqat http://www.scribd.com/doc/21606715 | ||
Tags |
aqsaam, hadees, hadit, mein, nazar, quran, sahee, shirk, types |
Thread Tools | Search this Thread |
Display Modes | Rate This Thread |
|