15-09-2011, 10:55 PM
|
| | | Join Date: Jul 2010 Location: Riyadh Age: 34
Posts: 4,544
Contact Number: See my signature at the end of my posts Program / Discipline: MIT Class Roll Number: MITF12A006 | |
Share your idea ? Asalam u alaikum !
Main aksar raat ko asman par sitaroun ki taraf daikh kar sochta
hun k log piyar kiyun kartay hain , kiya piyar , muhabbat k bina
zindagi nahi guzari ja sachti , aur agar piyar kartay han tu us
ki chor kiyun daitay hain , log phir dhoka kiyun daitay hain ,
kiya un ko zara bhi ahsaas nahi hota k dosray shaks par kiya
guzre gi us ki be rukhi daikh kar , us ko jab purani yadain
ahain gein tu wo roe ga nahi ,, kiyun kiyun log yey nahi
sochtay , main nay bhi buhat socha k log piyar kiyun kartay hain , chalu itna samaj aya k yey aik fitri amal hai par yey samaj nahi aya k phir log dhoka kiyun daitay hain kiya dhoka bhi un ki fitray hai ya kisi majbori main dhoka daitay hain , agar majbori main daity hain tu yey majbori piyaar karne wale ko batate kiyun nahi ... akhar kab tak aysa chale ga ,, muje is ka jawab chaye ,, share your idea |