![]() |
Share your idea ? Asalam u alaikum ! Main aksar raat ko asman par sitaroun ki taraf daikh kar sochta hun k log piyar kiyun kartay hain , kiya piyar , muhabbat k bina zindagi nahi guzari ja sachti , aur agar piyar kartay han tu us ki chor kiyun daitay hain , log phir dhoka kiyun daitay hain , kiya un ko zara bhi ahsaas nahi hota k dosray shaks par kiya guzre gi us ki be rukhi daikh kar , us ko jab purani yadain ahain gein tu wo roe ga nahi ,, kiyun kiyun log yey nahi sochtay , main nay bhi buhat socha k log piyar kiyun kartay hain , chalu itna samaj aya k yey aik fitri amal hai par yey samaj nahi aya k phir log dhoka kiyun daitay hain kiya dhoka bhi un ki fitray hai ya kisi majbori main dhoka daitay hain , agar majbori main daity hain tu yey majbori piyaar karne wale ko batate kiyun nahi ... akhar kab tak aysa chale ga ,, muje is ka jawab chaye ,, share your idea |
| All times are GMT +5. The time now is 01:04 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.