
18-12-2010, 02:23 PM
|
 | | | Join Date: Jul 2010 Location: Riyadh Age: 35
Posts: 4,544
Contact Number: See my signature at the end of my posts Program / Discipline: MIT Class Roll Number: MITF12A006 | |
Our Admins ( must reply admins ) Meray piyara bhayu aur bhayu ki behnu or meri behnu or behnu k bhayun ko Salman Mushtaq ka salam kabool hu .
Ajj main apnay piyare admins ( The Cool , BSIT07 , Ahmad Mushtaq ) k baray main kuch batain karna chata hun ... sab say phelay yay clear hu jay k mera hargiz maqsad kisi ki insult karna nahi ya kisi ki tareef karna nahi balkay simply apnay dil ki bat batana hai ,,..
Tou start kartay hain apnay Cool bhai say ... jaisa k Id say zahir hai bhai k mind buhat cool hai ,, agar koi member ghalti say koi sawal poch lay tou us ka reply member k zinda rehnay tak kar hi daitay hain ,, ayay zara bhai ki activity report daikhtay hain ,,.. Jaisa k app bhai ki activity say daikh sachtay hain ,,..,,.
ab zara Ahmad Mushtaq ki taraf a jahain ,, in say members ko koi masla nahi kiyun k adhay say zaida member yay jantay hi nahi k bhai admin hain ,, because bhai online hi nahi hotay hahahha activity report ab meray pasandida admin BSIT07 apni degree k naam par hi id bana di bhai nay bhai ko agar ghalti say time mil jay tou member ki help kar daitay hain ... in ki activity report daikhtay hain aray ab yay sab kaisay chalay ga batahaina admins agar kisi member ko pictures approve karwanay hun tou kis k pass jay koi uploadin downloadin main masla hu tou kiya kare app hi aysa karain gay tou baqi sab kiya karain gay ,,...
members k maslay kon solve kare ga ,..
mujay tou yay bhi nahi pata k app is thread ka reply bhi kartay hain ya nahi ..., but be positive ,,... main zaroor reply ka wait karun ga ,,
ghalti shalti maaf
ALLAH haffiz |