![]() |
Our Admins ( must reply admins ) 3 Attachment(s) Meray piyara bhayu aur bhayu ki behnu or meri behnu or behnu k bhayun ko Salman Mushtaq ka salam kabool hu . Ajj main apnay piyare admins ( The Cool , BSIT07 , Ahmad Mushtaq ) k baray main kuch batain karna chata hun ... sab say phelay yay clear hu jay k mera hargiz maqsad kisi ki insult karna nahi ya kisi ki tareef karna nahi balkay simply apnay dil ki bat batana hai ,,.. Tou start kartay hain apnay Cool bhai say ... jaisa k Id say zahir hai bhai k mind buhat cool hai ,, agar koi member ghalti say koi sawal poch lay tou us ka reply member k zinda rehnay tak kar hi daitay hain ,, ayay zara bhai ki activity report daikhtay hain ,,.. Attachment 21298 Jaisa k app bhai ki activity say daikh sachtay hain ,,..,,. ab zara Ahmad Mushtaq ki taraf a jahain ,, in say members ko koi masla nahi kiyun k adhay say zaida member yay jantay hi nahi k bhai admin hain ,, because bhai online hi nahi hotay hahahha activity report Attachment 21296 ab meray pasandida admin BSIT07 apni degree k naam par hi id bana di bhai nay bhai ko agar ghalti say time mil jay tou member ki help kar daitay hain ... in ki activity report daikhtay hain Attachment 21297 aray ab yay sab kaisay chalay ga batahaina admins agar kisi member ko pictures approve karwanay hun tou kis k pass jay koi uploadin downloadin main masla hu tou kiya kare app hi aysa karain gay tou baqi sab kiya karain gay ,,... members k maslay kon solve kare ga ,.. mujay tou yay bhi nahi pata k app is thread ka reply bhi kartay hain ya nahi ..., but be positive ,,... main zaroor reply ka wait karun ga ,, ghalti shalti maaf ALLAH haffiz |
Re: Our Admins ( must reply admins ) 2 Attachment(s) |
Re: Our Admins ( must reply admins ) Quote:
Aik admin ko bhol gaye ho aap wo hay na ye sab kam karnay kay liay :p |
Re: Our Admins ( must reply admins ) hmm yay tou hai ...... k app hain ,, aur hamaray wasif bhai tou busy rehtay han is liyay wo tamam msgs ko ignore kar daitay hai ..., atif bhai 20 % reply kar hi daitay hain par yay Ahmad Mushtaq bhai jo meray neibour bhi hain ,, yay khaian hain ... bhai hum say koi ghalti hu gai kiya jo app nay log in karna hi cho diya tou ... hum say ghalti hu gai hamain maafi dai du ,,///,,//:439::439: |
Re: Our Admins ( must reply admins ) lolzzz.........yeah salman u r 100% rite....thecool walay comments buht achay hain....bt ap BZU ko kiyon bhool gay...after all she is our frendly admin...in per bhi comments hona chahyean |
Re: Our Admins ( must reply admins ) 1 Attachment(s) |
Re: Our Admins ( must reply admins ) @BZU:wo to mai ne bhi kerna tha....ker lon?? |
Re: Our Admins ( must reply admins ) Quote:
|
Re: Our Admins ( must reply admins ) easa structure mai ne aik fungi ka dekha tha,bas muje abhi wohi yad a gai:) wese ye ap ki childhood ki pic hai na......? |
Re: Our Admins ( must reply admins ) lu g in ka zikkar bhi kar daitay hain ,, waysay idher zikkar is liyay nahi kiya tha beacuse in ki activity filhal 100 % hai jab 99.9 % hu gi tab in ka zikkar bhi kar dain gay ... lakin abhi tou baji k pass khanghi dainay ka time bhi nahi ... is ka andaza app in k bal daikh kar laga sachti hai snowwhite g ...,:mind::mind: |
| All times are GMT +5. The time now is 02:16 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.