
25-07-2008, 06:50 PM
|
 | an avoid able cloud | | Join Date: Jul 2008 Location: dg khan
Posts: 3
Contact Number: 03317043477 Program / Discipline: Agriculture Class Roll Number: 148 | |
zameen par chal na saka zameen pay chal na saka aasman se bi gaya, kata ke par parinda uraan se bhi gaya, tabha kar gai mujh ko pake makan ki khwaish, main apne gaon ke kche makan se bhi gaya, parai aag main kya mila tujh ko, use bacha na saka apni jan se bhi gaya, bhulana chaha tu bhuliane ki intha kar di, woh shakhs ab mere wahm o guman se bi gaya, kisi ke hath ka nikla huwa woh teer hun main, hadf ko cho na saka aur kaman se bi gaya |