View Single Post
  #1  
Old 25-07-2008, 06:50 PM
waqas hassan's Avatar
waqas hassan waqas hassan is offline
an avoid able cloud

 
Join Date: Jul 2008
Location: dg khan
Posts: 3
Contact Number: 03317043477
Program / Discipline: Agriculture
Class Roll Number: 148
waqas hassan is on a distinguished road
Send a message via Yahoo to waqas hassan
Heart zameen par chal na saka

zameen pay chal na saka aasman se bi gaya,
kata ke par parinda uraan se bhi gaya,

tabha kar gai mujh ko pake makan ki khwaish,
main apne gaon ke kche makan se bhi gaya,

parai aag main kya mila tujh ko,
use bacha na saka apni jan se bhi gaya,

bhulana chaha tu bhuliane ki intha kar di,
woh shakhs ab mere wahm o guman se bi gaya,

kisi ke hath ka nikla huwa woh teer hun main,
hadf ko cho na saka aur kaman se bi gaya
Reply With Quote