Mein kabhi batalata nahi, par andhere se darta hu mein maan !
yu to mein dikhlata nahi, teri parvah karta hu mein maan !
tujhe sab hai pata, hai na maaan !
tujhe sab hai pata, meri maan !
bhid mein yu na chodo mujhe, ghar laut kar aa na pau maan !
bhejna itna dur mujho na tu, yaad b tujhko aa na pau maan !
kya itna bura hu mein maan !
kya itna bura, meri maan !
jab b kabhi, papa mujhe, zor zor se jhula jhulate hai maan !
meri nazar dhundhe tujhe, sochu yahi tu abhi aake thamegi maan !
unse mein ye kahta nahi, par mein saham jata hu maan !
chehre pe aane deta nahi , dil hi dil mein ghabrata hu maan !
tujhe sab hai pata hai na maan !
tujhe sab hai pata, meri maan !
mein kabhi batltata nahi, par andhere se darta hu maan !
yu to mein dikhlata nahi, teri parvah karta hu mein maan !
tujhe sab hai pata hai na maan !
tujhe sab hai pata, meri maan !