Mein kabhi batalata nahi, par andhere se darta hu mein maan ! Mein kabhi batalata nahi, par andhere se darta hu mein maan ! yu to mein dikhlata nahi, teri parvah karta hu mein maan ! tujhe sab hai pata, hai na maaan ! tujhe sab hai pata, meri maan ! bhid mein yu na chodo mujhe, ghar laut kar aa na pau maan ! bhejna itna dur mujho na tu, yaad b tujhko aa na pau maan ! kya itna bura hu mein maan ! kya itna bura, meri maan ! jab b kabhi, papa mujhe, zor zor se jhula jhulate hai maan ! meri nazar dhundhe tujhe, sochu yahi tu abhi aake thamegi maan ! unse mein ye kahta nahi, par mein saham jata hu maan ! chehre pe aane deta nahi , dil hi dil mein ghabrata hu maan ! tujhe sab hai pata hai na maan ! tujhe sab hai pata, meri maan ! mein kabhi batltata nahi, par andhere se darta hu maan ! yu to mein dikhlata nahi, teri parvah karta hu mein maan ! tujhe sab hai pata hai na maan ! tujhe sab hai pata, meri maan ! |
All times are GMT +5. The time now is 02:58 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.