
18-01-2011, 09:30 PM
|
 | Contributor | | Join Date: Sep 2010 Location: Multan cantt
Posts: 618
Program / Discipline: Applied Biology Class Roll Number: infinity | |
dhundo gay ager mulkon mulkon,milnay k nahi nayaab hain ham dhundo gay ager mulkon mulkon,milnay k nahi nayaab hain ham
tabeer hai jis ki hasrat-o-gham, ay hm nafaso wo khwab hain hm
ay Dard bata, kuch tu hi bata, ab tak ye muama hall na hoa
ham mai hai dil-e-betaab niha'n, ya ap dil-e-be-taab hain ham
mai herat-o-hasrat ka mara, khamosh khara hon sahil per
derya-e-muhabt kehta hai, aa kuch bhi nahi payaab hain hm
lakhon hi musafir chaltay hain, manzil pe pohanchty hain do eik
ay ehal-e-zamana qadar kro nayaabna hon, kmyaab hain ham |