16-10-2008, 10:54 AM
|
| Grown up punk | | Join Date: Nov 2007 Location: BZU
Posts: 162
Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 07-07 | |
dasht ma piyas bujhata huye mar jata han... dasht ma piyas bujhata huye mar jata hain ham parinda kahin jata huye mar jata hain ham hian sookhay hoye talaab pa betha huye hans jo ta'luk ko nibhata hoye mar jata hain un k bhi qatl ka ilzam hmara sar hai jo hmen zehr pilata huye mar jata hain ya MUHABBAT ki kahani ni marti lekin log kirdar nibhata huye mar jata hain ham han wo tooti hui khasteon wala faraz jo kinaron ko milata huye mar jata hain..... |