![]() |
dasht ma piyas bujhata huye mar jata han... dasht ma piyas bujhata huye mar jata hain ham parinda kahin jata huye mar jata hain ham hian sookhay hoye talaab pa betha huye hans jo ta'luk ko nibhata hoye mar jata hain un k bhi qatl ka ilzam hmara sar hai jo hmen zehr pilata huye mar jata hain ya MUHABBAT ki kahani ni marti lekin log kirdar nibhata huye mar jata hain ham han wo tooti hui khasteon wala faraz jo kinaron ko milata huye mar jata hain.....:acry2: |
| All times are GMT +5. The time now is 11:44 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.