View Single Post
  #1  
Old 16-10-2008, 10:54 AM
Madiha Fatima's Avatar
Madiha Fatima Madiha Fatima is offline
Grown up punk

 
Join Date: Nov 2007
Location: BZU
Posts: 162
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-07
Madiha Fatima has a spectacular aura aboutMadiha Fatima has a spectacular aura about
Heart dasht ma piyas bujhata huye mar jata han...

dasht ma piyas bujhata huye mar jata hain
ham parinda kahin jata huye mar jata hain

ham hian sookhay hoye talaab pa betha huye hans
jo ta'luk ko nibhata hoye mar jata hain

un k bhi qatl ka ilzam hmara sar hai
jo hmen zehr pilata huye mar jata hain

ya MUHABBAT ki kahani ni marti lekin
log kirdar nibhata huye mar jata hain

ham han wo tooti hui khasteon wala faraz
jo kinaron ko milata huye mar jata hain.....

Reply With Quote