
15-01-2011, 07:12 PM
|
 | Contributor | | Join Date: Sep 2010 Location: Multan cantt
Posts: 618
Program / Discipline: Applied Biology Class Roll Number: infinity | |
ajab tamasha ye zeesat thehri wajood apna, na rooh apni
ajab tamasha ye zeesat thehri
na dil lagi mai sakoon aya
na ashqi mai qarar paya
na wasal lamhay hi raas aye
na hijer he ham guzaar paye
ajeeb chahat k marhalay hain
na jeet paye, na haar paye
na teri yadon ki dhund uteti
na dil k daman ko jhaar paye
na ankhean khwabon ko dhund pa'ean
na khwaab ankhon ko dhund paye
ajab tmasha ye....... |