View Single Post
Old 25-10-2009, 10:08 PM   #25
.BZU.
Default Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
lakh bar keh chuka hn koi kuch nahi kr sakta kuch nahi kr sakta kuch nahi kr sakta magar Allah chahy tu

abhi yeh masla tu hal kr lo taweez ka khud he ho jye ga
Agar taweez ko mindonillah mantay ho .
nazar-e-bad ko mindo nillah mantay ho.
etc jo sab shirk oper biyan ki ay gay hain. un kay kuch karnay ko agar is li ay shirk kehtay ho kay wo mindo nillah hay? tu aap ko yeh baat samjh main kiyon nahi ati kay Jado ko bhi mindo nillah kaho...

Aap kehtay ho kay jadogar ko itni taqat di hay.tu mindonillah sirf Baaqi cheezain hain? is main Jadogar ka asar shamil nahi. Phir tu Allah ko kehna chahi ay tha kay Mindo nillah (but jadogar is not mindonillah) kiyon jadogar ko baqool aap kay Allah nay har kaam karnay ki taqat di hay. tu yeh bat sabit ho jati hay kay aap jadogar ko Allah ka shreek man rahay ho. agay aap ki marzi hay jsi trah say marzi shareek banao.


I have search a book about jado , insha Allah yeh book ap ki jado ki tehqeeq main aap ki help kar saky, not written by me... here it is..



Qissa Haroot Maroot Aur Jadoo Ki Haqeqat



http://www.scribd.com/doc/21606715
  Reply With Quote