Bohat Masoom hasrat hai, batao kia kya jaye...
Mujhe uss se Muhabbat hai, batao kia kya jaye...
Jo suraj doobta hy, dil b apna doob jata hai,
Ajab c apni haalat hai, batao kia kya jaye...
Uss se milne ki chahat meri kb hy,mere piyary,
Dil-e-Naadaan ki ye zid hy, batao kia kya jaye.