Waisy to main shahid bohat stupid sa person hu ya hr chese ka negative aspect he dekhta hu but i think k jo log mar chuky hain unka mazak bnana aik musalman ko zaib nhi dyta is py quran ki ayat bhi hy jiska mafhoom kuch aisa he hy k jo log hum main nhi hain humy unka mazak nhi urana chahiay q k kal hum ko bhi marna hy mazak kro unsy jinsy unki narazgi k bad maufi ka chance bhi ho.... ************ ********* ********* **
Ab dekho na k Noor jahan ya Nusrat Fateh Ali Khan sahab wafaat paa gay and hum unki rooh ka aisaal-e-sawaab unky songs chala k krty hain hay na funnny tragedy what about us hamary sath kia krain gy zinda log.....................?