Quote:
Originally Posted by !!Ahmad Mushtaq!! Koi teacher humari baat hi nai sun raha! Salam karte hain to salam ka jawab tak nai milta! Whats happening yaar! |
But hum students bhi tu strike walay day teacher ka kuch bhi nahi sun rahay thay na...
Iss li ay...
Aaj bhi teachers hum say naraz rahay.... But Sir Amman was also Nice teacher ...
Jinhon nay humaray inn sab teachers ko knowledge diya jo aaj humain department main parha rahay hain...Aik wo students
hain jo Sir amman ka afsos kar rahay hain (Hamaray Teachers),
Aur hum wo students
hain.....
Aur too koi waja nahi hay hai...