Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. najanay dhundta ho kea meri in viraan ankhon ma chupa rakha han hamna kai toufaan anhkon ma kahan wo shokhean pehla c,ab kch bhi nahi baqi chalay ay ho tum kea khojna bejaan ankhon ma kisi ka hath lay kar hath ma jb tum mila ham sa tou kesa toot kr bikhra tha mera maan ankhon ma na smjho chup hain to tmsa koi shikwa nahi baqi ham apna dard ki nahi rakhta pehchaan ankhon ma mila tum baad mudat k hamen ajnabi jan kar tou kesa dard na uthta meri heraan ankhon am. |